♥ Assalaamu Alaikum Warahmathullaahi Wabarakaathuhu ♥
Mus'ab bin Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Tum logon ko Kamzor Maazur Logon ki Duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) Madad aur Rizq diya jata hai.
Sahih Bukhari, Vol4, 2896
•*´¨`*•.¸¸.•*´¸.•*´¨`*•.¸¸ .•*´¸.•*´¨`*•.¸¸.•*´¸.•*´¨ `*•.¸¸.•*´
Abu Darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Mere liye , Kamjor Logon ko Talash karo kyunki Tumhey Unhi ki wajah se Rozi milti hai aur Unhi ki wajah se Tumhari Madad ki jati hai
Sunan Abu Dawud, Vol2, 822
Mus'ab bin Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Tum logon ko Kamzor Maazur Logon ki Duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) Madad aur Rizq diya jata hai.
Sahih Bukhari, Vol4, 2896
•*´¨`*•.¸¸.•*´¸.•*´¨`*•.¸¸