Bismillahirrahmanirraheem
AAO ILM SEEKHEIN—PART-7
Aao Wo Illm Sikhien Jo Ehle Hadiso Ki Den H
Usool E Hadis Ka Illm Is Illm K Sikhne Se Aap Islam Zyada Asani Se Samjh Sakoge
72 Firke Is Illm Se Yateem Hote H Q K Un K Imamo Ne Ye Kaam Nhi Kiye ? Or Wo Na Samjhi Mai Gumrahi Mai Chale Jaate
Allah Rabulalameen Ne Quran Ki Hifazat Ki Zimmedari Lekar Usey Har Tarah Ki Kami Or Zyadati Se Mehfuz Farma Diya Wo Aaj Bhi Apni Asli Shakal Or Sino Daftaro K Andar Mehfuz H
Usi Tarah Hadis K Azeem Zakhirey Ki Hifazat Ka Aisa Bando Bast Farma Diya
Jis Tarah Allah Rabulalameen Ne Apne Bando Ki Ek Jamat Aisi Paida Ki Jis Ne Quran Ko Mehfuz Kiya ?
Usi Tarah Aisi Ek Jamat Paida Ki Jis Ne Akhaz E Tehmmul Or Hifz E Dardayat K Zariye Hadis Ki Hifazat Ki
Hadis Ki Hifazat Aise Alaa Miyari Usool Wa Zawabat Or Kawaneen Murattab Kiye Jin Ki Misal Puri Insani Tarikh Mai Nahi Milti Or Kisi Bhi Deeni Wa Tarikhi Sarmaye Ko Mehfuz Rakhne K Liye Un Se Behter Qanoon Ki Tashkeel Na Mumkin Hi Nahi Muhal Hai.,,
Is Haqiqat Ka Eteraf Gair Muslim Danishwaro Or Mufakreen Ko Bhi Karna Padha
Alhamdulillah
Hadis Ki Takseem
(1) Khabar E Mutawatur
(2) Khabar E Wahid
1) Khabare E Mutawatur Ki Tarif
Ye Wo Hadis H Jis K Bayan Karne Wale Har Zamane Mai Itne Zyada Ho K Un K Jhut Hone Par Itefak Karne Lene Akal E Salim Muhal Samjhe
2) Khabar E Wahid Ki Tarif
Ye Wo Hadis H Jis K Ravi Itne Zyada Na Ho
Khabar E Wahid Ki Pehli Takseem
Khabar E Wahid Apne Haqiqi Etebaar Se 3 Kism H
1) Marfoo
2) Mokuf
3) Maktu
(1) Marfoo Hadis
Wo Hadis Jis Mai Nabi(S.A.W K Kaul, Amal, Takreer Ka Zikr Ho
(2) Mokuf Hadis
Wo Haadis H Jis Mai Sahabi(R.A Ka Kaul.Amal.Takreer Ka Zikr Ho
(3) Maktu Hadis
Wo Hadis H Jis Mai Tabaee(R.Al K Kaul.Amal.Atkreer Ka Zikr Ho
Khabar E Wahid Ki Dusri Takseem
Khabar E Wahid K Adad Rivayat K Etebar Se 3 Kismmien H
1)Mashhur
2)Azizi
3)Ghareeb
(1) Mashhur Hadis
Wo Hadis Jis K Ravi Kisi Tabke Mai 3 Se Kam Na Ho
(2)Aziz Hadis
Wo Hadis Jis K Ravi Kisi Tabke Mai 2 Se Kam Na Ho
(3) Ghareeb Hadis
Wo Hadis Jis K Ravi Kisi Tabke Mai Ek Hi Ho

Khabar E Wahid Ki Teesri Kismien
1) Sahi Lazzata
2) Hasan Lazzata
3) Zaif
4) Sahi Laghira
5) Hasan Laghira
6) Mauzu
7) Matruk
8) Shaaz
9) Mehfuz
10) Munkir
11) Maaruf
12) Muallal
13) Miztarab
14) Maklub
15) Mushaf
16) Madraj
(1) Sahi Lazzata
Wo Hadis H Jis K Kul Ravi Aadil Or Kamilul Zabat Ho Jis Ki Sanad Mutasal Ho Or Muallal Or Shaaz Hone Se Mehfuz Ho
(2) Hasan Lazzata
Wo Hadis H Jis K Ravi Mai Sirf Zabat E Nakis Ho Baaki Ho Baaki Sab Sharayat Sahi Lazzata K Us Mai Mojood Ho
(3) Zaif
Wo Hadis H Jis K Ravi Mai Sahi Lazzata Or Hasan Lazzat K Sharayat Na Paye Jayein
(4) Sahi Laghira
Us Hadis E Hasan Lazzata Ko Kaha Jata H Jis Ki Sanadien Mutaadad Ho
(5) Hasan Laghira
Is Hadis E Zaif Ko Kaha Jata H Jid Ki Sanadien Mutaadad Ho
(6) Mauzu
Us Hadis Ko Kehte H Jis Ko Kisi Shaks Ne Apni Taraf Se Gadh Kar Banakar Nabi(S.A.W Ki Taraf Mansub Kar Diya Ho
(7) Matruk
Wo Hadis H Jis Ka Ravi Mutaham Bil Kazzab Ho Ya Wo Rivayat Kawaid E Maluma Fid Deen K Khilaaf Ho
(8) Shaaz
Wo Hadis H Jis Ka Ravi Bawajood Saka Hone K Kisi Saka Farad Ya Saka Jamat K Khilaaf Rivayat Kare
(9) Mehfuz
Wo Hadis H Jo Shaaz K Mukabil Ho
(10) Munkir
Wo Hadis H Jis Ka Ravi Khud Zaif Ho Or Kisi Saka Farad Ya Saka Jamat K Khilaaf Rivayat Kare
(11) Maaruf
Wo Hadis H Jo Munkir K Mukabil Ho
(12) Muallal Ya Maalul
Wo Hadis H Jis Mai Koi Aisi Illat Khufiya Ho Jo Sehet E Hadis Mai Nuksaan Deti Ho, Us Illat E Khufya Ko Maalum Karna Bada Hi Dakik Amar H Or Mahir E Fan Ka Kaam H
(13) Miztarab
Wo Hadis H H Jis Mai Bhul Se Matan Ya Sanad K Andar Taqdeem Wa Taakheer Ho Gaee Ho Yaani Mukdaam Lafaz Ko Muakhkhar Or Mokhkhar Ko Mukdam Kiya Gaya Ho Ya Bhul Kar Ek Ravi Ki Jagah Dusra Ravi Rakha Gaya Ho
(15) Mushaf
Wo Hadis H Jis Mai Bawajood Surat Khitti Baaki Rehne K Nukto Or Harkat Wa Saknat K Tagayyur Ki Wajah Se Tallafuz Mai Ghalti Wakiye Huee Ho
(16) Mudraj
Wo Hadis H Jis Mai Ravi Kisi Jagah Apna Kalam Darj Kar De
---------------------
Allah Se Dua H K Wo Deen Ko Samjhna Asan Kar De Ameen Ya Rabalalameen

To Be Continued
#Islamicleaks
#Imrankhansalafi