Tuesday, October 4, 2011

EID-UL-MILADUNNABI(UPDATED)




Bismillahirrahmanirraheem


{EID-E-MILAD OR ISLAM}


¤TAREEKH K AINE ME¤


1¤Milad un Nabi ka Agaaz 604 hijri me Mulk-e-Arbal k Governer Malik Muzaffer ne kya.


Malik Muzafer ka sath dene wala us wakt ka Alim Ibne Dahya tha. .


(TARIKH IBNE KHALQAAN:274/3)


2- Hafiz Ibne Kaseer frmate hyn: Milad un Nabi ka Agaaz chahti(6th) sadi hijri me hoa.

Is ko Ijaad Shia Rafziyo ne kya.


(AL-BIDAYA:256/13)


3¤Hafiz Ibne Hajar frmate hyn:

Ibne Dahya dunya parast molvi tha, Aima or Ulma-e-Salaf ki shan me Gustakhi krta, or jhuta shaks tha.


Or frmate hyn:

"Ye Bidat Khairul Quroon k Zamane me nhi thi... Ab jska dil chahe wo khairul Quroon ki Ittiba kre ya Shia Rafziyo ki Bidat pr amal kre.


(LISANUL MIZAAN:295 ,296/2)


FAISLA APKA ..


BY- BROTHER FAHEEM ARBAB