Thursday, May 2, 2013

DADHI (BEARD) KI AHMIYAT







+++++IMPORTANT MSG+++++
 
 
FOR MUSLIM GIRSL AND MUSLIM BOYS++++
 
 
Ibne Umar R.z.a Say Rivayat Hai K RasoolAllah S.a.w Nay Farmaya 
 
"Apne Muucho Ko Chhota Kro Or Apnai Daadhi Ko Unkay Haal Par Chhood Do"
 
 [Sahie Bukhari 781]
 
 
NOTE----->
DAADHI KE AHMEYAT----->
 
 
Kuch Muslamaan Daadhi Rakhnay Say Isliye Dartay Hai Ke Koi Ladki Unko Pasand Nahi Krayge+Or Loge Unko Rishtay Nahi Dayengay.
 
 
Yeh Jaan Loo K Rishtay Allah s.w.t Aasmaano Par Banata Hai + 
 
Or WoLadki Kis Kaam Ki Jo Hume Jannat K Raastay Par Daik K Muh Moday 
 
+ Or Aysay Rishtay Ki Kaam K Jo Humko Shariyat Par Chaltay Huay Pasand Naa Kray .
 
Yeh Allah Ki Aazmaish Hai K Uskay Banday Ayse Halat Me Kya Kray 
 
+ Kya Wo Allah s.w.t Ko Naaraz Krta Hai Or Logo Ko Khush Krta Hai 
 
+ Yaa Allah s.w.t Ko Razi Kar K Wo Allah s.w.l K Ahkaam Par Chalta Hai.
 
 
Aur Jo Aurat Humay Shariyat K Saat Pasand Kraygi Wo Aagay Bhe Aulaad Ki Tarbiyat Me Hamara SaatDaygi .
 
 
Aur Aysay Ghar Par Yakeenan Allahs.w.t Ki Rehmat Ka Nuzuul Hoga In=sha=Allah