Saturday, March 28, 2015

MUTAASSIB MUQALLIDEEN KI QURAN KI GUSTAKHIYAN -(PART-7)


Alhamdulillhi rabbil aalameen,was salaatu was salaamu ala ashrafil ambiyaaee wal mursaleen, ammaa baad:

Asslamu Alaikum Wa Rahamatullahe Ta'la Wa Barkathu..


Bismillahirrahmanirraheem ..

Topic : Muqallidin e Deoband Ulema aur Quran ke Gustakhia .

Part-7

Mere Aziz Bhaio Aur Bahno,Hume Akser ye baat Sunne ko Melte hai k Deobandi Hazrat Quraan Majeed ki Sabse Jayada Izzat o Ehteram Karte hai ..

Es baat me kitne Sacchaye hai Ayye Dekhte hai,Deobandio k Ulmao ki jubani Wo kitne Izzat o Adab o Ehteram karte hai Quraan Paak ki...

1- Deobandi (Tableegi) ka bayan Quran se zada Fazaail e Amaal ne Islam phailaya - AstagfuruALLAH.

"Yaha khazrar mei ek Jamat aaye hue thea aur ameer jamat ne Imam Sahab Abdullah Khudoos se poocha ke is masjid mei Fazail Amal shareef nazar nahi aata ? Mei ne jawab me kaha vo Quran kareem ke neeche rakhee huee hai. Tu uss ne jaldi se jakar usse Quran kareem ke neeche se nikaal kar quran kareem ke uper rakh diaa aur kahne lagee ke usse yani Fazaail amaal ko quran ke uper rakh diaa karee . meine poocha kyou? Tu kahne lage ke iss kitab ne Islam ko duniya mei jitna phailaya hai vo quran ne kaha phailaya hai ? Mujhe uske jawab mei bhut hairangi huee
ke yeh jamat islahi jamat hai yah kuch aur."

(Ankashf Hakikat , Safa-116 or 117)

Note :- Yeh inke Munafiqat hai , kyou ke yeh kahte hai ke poori duniya mei iss kitaab se islam ko phailayaa hai magar jaab Tableegi Jamat Tour par jaati hai European countries yah Arab Countries mei tho yeh Fazaail Amaal ke Jagha Riyad us Saliheen padte hai . Agar yeh itni hi acchi book hoti tho Bahar ke tour mei bhi isse book ko padhna chaye tha.
Aur hairat ke baat yeh ke ALLAH ke Qalam ne tho vo kalam nahi dikhaya Nuzubillahe jo yeh iss Kitab ne dikhaya , jiske likhne wale Mulana Zakariya Dimagi mareez thea.

With Scan..





2- Deobandi (Tableegi) ke Gustakhi , Quran ko Gharee mei phekne ke baat - AstagfuruALLAH.

"Phir bhi meine ne israr kia tu ek aah bhaar ke farmane lagee ke mei humesha dars e quran deta raha hoon aur inshahaALLAH deta raohoonga mei iss aadmi ko dars ke dauraan utt kar humesha jaane ke addat thea aur iss ke aisa sath (feelings) ka pata tho chalta raha.khair ek din khud hi phaat pada ke molana tunme quran me kia dekha hai ke humesha quran ko hi liye huee ho? Meine Jawab mei kaha ke quran mei kia nahi hai ke mei quran kareem ko humesha na bayan karoo aur isse chor dhoo. Tu iss jawab ko sunne ke baad Deobandi (Tableegi) ne kaha ke mera bass ke baat ho tho mei iss(Quran e kareem) ko Gharee mei pheek dhoo. Mei kaha kis ko ? Isne Jawab mei kaha ke Quran ko .
THo meine baite hue talbaa se kaha ke zaraa isee adaab tho seekha dhoo.Tho Talbaa ne isske pitaye karde. Taab meine Faizail Amaal utaakar , iske haanth mei thama diaa aur isse kaha ke chala jaa aur Fazaail Amaal bhi le jaa. Vo chala gaya aur ajj taak vo waha nahi aaya. Phir unhone ne alag apne liye ek marzak banaya ajj kaal wahi par apne mijaaz ke mutabiq apna tareeqa Tableeq chala rahee hai "

(AnKashf Hakikat,Safa-115)

With Scan..


3- Quran ke Ayat likh kar logo ke darmiyaan ladaye aur adawat karwana - AstagfuruALLAH

Quran ke Gustakhi : Dekhee Quran ke Ayat ka istemaal, kis tarah se logo ke darmiyaan adawaat daalne ke taleem de jaa rahee hai . Yeh Jadoo nahi tho kia hai ... Logo ke darmiyaan yeh darmiyaan adawaat daalna haram hai .
Amal e Qurani:

Ashraf Ali Thanvi Deobandi:

''Agar do aadmioo mei tafarqa daalna chahta hai tu iss ayaat (Surah Maeda Ayat 64) ko bhoj pattar par likh kar iske neeche yeh naqsh likhe (Naqshaa diaa gaya hai) aur iss naqsh ke neeche yeh ibarat likhee ke darmiyaan falaah falaah ke tafreeq waqya ho . Falah ke jagha dono naam likh de aur taveez bana kar darmiyaan poorani do qabaroo ke dafaan kar de .Yu ke magar haq na haq ka liye na karee warna gunahgaar hoga.''

Amal e Qurani Page 20 (Aur jayada Darama Dekhe page 21)

With Scan..

Next page...


4- (a) Quran ko Peshaab se likhne ka Bayan - AstagfuruALLAH

(Fatwa e Qajikhan , Safa-780)

With Scan..




(b) Quran ko Peshaab Aur Khoon se likhne ka Bayan - AstagfuruALLAH

(Fekahe Masail,Moulana Mufti Taqi Usmani sb,Safa-146)

With Scan..




5- Quran ko Sharam Ghah ke neeche Raan par Bandne ka Bayan - AstagfuruALLAH

Quran ke Ayat ko paair par bandne ke taleem.

(Amaal e Quraani,Moulana Ashraf Ali Thanvi, Safa-24 se 25)

Yeh hai inke nazdeeq Quran ke Azmat..

With Scan..




6- Quran ko Rihim (Womb) par bandne ka Bayan - AstagfuruALLAH

With Scan..

 



7- Thanvi Ka Bayaan : Quran Padna Khattarnaak Kaam - AstagfuruALLAH

Thanvi ka Kahna hai ke Quran ko Tarjumah ke Saath padna Khattarnak Kaam hai .. aur Aage yeh bhi likhtee hai ke "Tumko Tarjumah dekhana Haraam hai hai"
AstagfuruALLAH... Naudubillahe.

(Malfoozat Hakeem ul Ummat ,Safa-127)

With Scan..



8- Taqleed Sabit Karne ke liye Mahmudul Hassan ke Quran mei Tahreef - AstagfuruALLAH

Mahmudul Hassan Deobandi ke Quran mei Tahreef ke Naqam koshish...

Taqleed Sabit karne ke liye isnee Quran ke ayat me izafa kia..

(Moulana Mahmudul Hassan Deobandi,Safa-97)

With Scan..



9- Muqallid Hazrat k Nazdeq Quraan Me Tahref...

(Faizul barii lil Sahi Bukhari,jild-4,Safa-97,Baab-29)

With ScAN

En Tamam Baato se Saaf Pata Chalta hai K Deobandio k Dilo Me Quraan paak ki Kitne Azmat hai,kitna Wo Quraan Paak ki Izzat karne,Mere Dosto Ager Ye Hakikat Nahi Deobandio ki hai tou Fer Kya hai,Khud ko Ahle-Sunnat Wal jamat bolna ,Sath me Hanafi Muqallid bolna ye kya hai? Ye Ummat e Mohammadia ki Dhokha Dena Nahi tou Fer kya hai?

Mere Dosto Ager Sacchaye Janna hai Sahaba r.a ki Tarek padho Kya unhone En Deobandio ki tarah Ghatiya taren Sajes ke , Nahi Mere Dosto , Ager Hum Tarek utha ker Un kitabo jayeja le tou hume Saaf Pata Chalega ki Sahaba r.a Waise Saks ko Qatal kar dete the jo Allah ki kalam ki Behurmati karta tha... May Apne Baat yahi khatam karta hu kuki Jayada bolunga tou ye Nafs Parast Deobandi bolege ki Ahle-hadeeso k Dilo me Hum Deobandio k leye Bugz hai...

Aysa kuch Nahi Mere bhaio Asal Maksad tou Aina Dekhana tha Un Deobandio ko jo Din raat 24so Ghante Deoband k Mala japte hai,bahar Haal Next Artical me padhe Deoabndio ki Asal Hakikat :

''Deobandi Ulmao k Allah ki Saan me Gustakhi''

Akher me Dua hai k Allah paak  Quraan Paak ki Azmat or Mohabbat humare Dilo me Daal de.. Aameen..



#ImranKhanSalafi
# IslamicLeaks