Thursday, July 9, 2015

TAQLEED GUMRAHI HAI ???





Asslamu Alaikum Wa Rahamatullahe Ta'la Wa Barkathu..

Bismillahirrahmanirr­aheem ..

Topic - "Kaha Muqallid Or Kaha Itteba E Rasool"

Taqleed Ve Ek Ayse Afat Hai K Ager Banda Ek Dafa Es Changul Me Fas Jaye Tou Fer Sunnat-E-Rasool Per Amal K Kabel Nahi Rahta , Wo Fer Andha Or Behra Ho Ker Apne Taqleede Mazhab Per He Chalta Hai, Goya Wo Sunnat-E-Rasool (S.A.W) K Mutalib Ho Ya Mukhalif , Apne Galat Mazhab Ki Himayat Me Ager Unh Ahadees Me Tod-Maroor Ve Karna Pade Tou Esse Ve Nahi Chukte, Humare Ek Hanfi Muqallid Sb Ne Apne Ulma Ki Andhe Taqleed Kar K Itteba Ko Tod-Maroor Ker Taqleed Sabit Karne Me Koi Gurez Nhi Ki Aur Taqleed Ko Sahi Sabit Karne Ki Nakaam Kosis Ke.

Muqallid Kavi Ve Sahi Hadees Per Nahi Amal Kar Sakta Kuki Wo Jahil Hota Hai , Aur Muqallid Jahil Hota Hai Esper Ummat K Ijma Hai.

Ager Kisi Ve Muqallid Ko Itteba-E-Rasool Karna Ho Tou Wo Kisi Ka Muqallid He Ku Bane , Jab Wo Kisi K Muqallid Ban Gaya Tou Wo Itteba -E- Rasool Kaise Ker Sakta Hai? Taqleed Muqallid Ko Izazat Nahi Deta K Wo Kisi Aur K Itteba Kare , Taqleed Tou Touq Aur Bairi Hai Jo Muqallid Ko Apne Imam Ki Taqleed Se Azaad Nahi Hone Dete, Muqallid Jis Imam Ki Taqleed Karta Hai Ankhe Band Ker K Use Imam K Piche Jata Hai Muqallid Andha Hota Hai Aur Itteba Karne Wala Bina (Ankh Wala)Jo Frk Bina Or Nabina Me Hai Wahi Frk Motaba Aur Muqallid Me Hai Jaise :

Mushrik Muwahid Nahi Ho Sakta
Biddati Ahle-Sunnat Nahi Ho Sakta

Ayse He Muqallid Mutabeh Rasool Nahi Ho Sakta , Muqallid Ke Bebasi K Ye Haal Hai K Ager Usse Pucha Jaye K Tu Apne Imam Ki Taqleed Ku Karta Hai ? Allah Tala Ne Kaha Hai K Tu Hanfi Ban ? Ya Rasullah Sallahu Alaihe Wasallam Ne Kaha ?
Wo Kahta Hai K Mujhe Tou Kuch Pata Nahi , Log Jiske Taqleed Karte Hai Main Ve Uske Taqleed Karta Hu, Balke Yahi Sawal Mutabeh Rasool Ya Ahle Hadees Se Koi Ager Puche K Tu Ahle Hadees Ku Hai ?
Tu Hadees Per Amal Ku Karta Hai ?
Tou Wo Fouran Jawab Deta Hai K Itteba Rasullah Sallahu Alaihe Wasallam K Allah Tala Ne Quraan Paak Me Hukm Deya Hai Aur Itteba Rasool (S.A.W) Rasool Ki Hadees Per Amal Karne Se He Ho Sakta Hai.
Ese Leye Main Hadees Per Amal Karta Hu Aur Ahle Hadees Kahlata Hu, Rasullah Sallahu Alaihe Wasallam K Sewa Na Koi Humara Imam Hai Aur Na Hum Kisi K Muqallid Humare Imam Serf Mohammad Sallahu Alaihe Wasallam Hai, Jo Rasul Hai Aur Rasool Ki Taqleed Nahi Hote Aur Muslim Al Sabut Me Hai Jo Hanfio Ki Motebar Kitab Hai.

*
۔۔ لَیْسَ الرَّجُوْعُ اِلَی النَّبِیِّ عَلَیْہِ الصَّلٰوۃُ وَالسَّلاَمُ اَوْ اِلَی الاِجْمَاعِ لَیْسَ مِنْہُ لاَنَّ اْلاَخْذَ عَنِ الْمُؤَیِّدِ لَیْسَ تَقْلِیْدٌ بَلْ عِلْمٌ نظریٌ


Nabi Ki Hadees Per Amal Karna Taqleed Nahi Taqleed Un Logo Ki Hotebhai Jinko Logo Ne Imam Banaya Hota Hai , Allah Ki Taraf Se Unke Paas Imam K Koi Certificate Nahi Hota Aur Yahi Quraan Kahte Hai.

(
اِنْ ھِیَ اِلاَّ اَسْمَآءٌ سَمَّیْتُمُوْھَآ اَنْتُمْ وَ اَبَآؤُکُمْ مَّآ اَنْزَلَ اﷲُ بِھَا مِنْ سُلْطاَنٍ ) [53:النجم:23]

"Ye Tou Mahaz Chand Naam He Hai Jo Tumne Aur Tumhare Baap Dada Ne Rakh Leye Hai,Allah Ne Unke Koi Sanad Nazil Nahi Ki, Wo Log Tou Guman He Ki Pairwi Karte Hai Aur Us Chez Ki Jo Unke Dil Chate Hai"
(Sreh No53,Ayat No23)

Tahrer Musannif Ibn Humman Hanfi Me Hai :

’’
اَلتَّقْلِیْدُ الْعَمَلُ بِقَوْلِ مَنْ لَیْسَ قَوْلُ اِحْدٰی الحُجَّۃِ بِلاَ حُجَّۃٍ مِّنْھَا‘‘


"Taqleed Us Admi Ki Baat Per Bela Dalill Amal Karne Ko Kahte Hai Jiske Baat Ki Sareyat Mohammadia Me Koi Haiseyat Nahi"
Yaani Taqleed Khud Sakta Imam Ki Hote Hai, Allah K Banaye Hue Imaam Yaani Nabi Ki Taqleed Nahi Hote,Nabi Ki Itteba Aur Itaat He Hote Hai, Hanfio Ne Apne Ek Imam Bana Leya Aur Dusre Muqallido Ne Apne Imaam Bana Leya ,Es Tarah Sab Muaqllid Apne Apne Imaam Ki Taqleed Karne Lag Gaye Jiska Natiza Ye Hua K Islam Aur Musalmano Me Tafarka Pad Gaya , Allah Tala Ne Serf Ek Imam Banaya Tha Hazrat Mohammad Sallahu Alaihe Wasallam Aur Uske Itteba K Hukm Deya Tha Tabk Musalmano Me Ferka Paida Na Ho , Leken Muqallid Ne Apne Peswa Or Imam Ki Taqleed Suru Kar De.

Ab Apke Samne Pess E Khidmat H Kuch Scan Page Jisse Apko Taqleed Ku Hakikat Pata Chalege. Kuch Scan Page Hanfio K Ghar Ki H Jiska Wo Radd Nhi Kar Sakte .

Taqleed Aur Itteba Me Fark Hai , Khud Hanfio K Ghar Ki Gawahi With Scan..


 



1-Taqleed E Saksi Per Koi Ijmaa Nahi,Hanfio K Ghar Ki Gawahi.


 


2-Taqleed E Saksi 4th Hijri Sadi Me Wajud Me Aya, Mufti Taqi Usmani Sahab :








3-Taqleed E Saksi Na Sahaba R.A K Jamana Me Tha Or Na He Tabaye K Jamane Me Tha,Mufti Taqi Usmani Sahab :




4-Taqleed E Saksi Kise Kahte Hai ? , Taqi Usmani Sahab :




5-Taqleed E Saksi Se Hazrat Muaaz Ibn Jabal R.A (Sahaba) Ne Mana Farmaya :






6-Taqleed E Saksi Karne Wala Munkir E Hadees Hota Hai, Hanfio K Ghar Ki Gawahi :






7-Taqleed E Saksi K He Hukm Dete Hai Hanafi Muqallid :


 
  



2-Imaam Hafiz Ibn Hazam R.Al Taqleed Jaise Sadid Gumrahi Se Bachne K Leye Allah Se Dua Karte :






3-Moulana Abdul Hayy Lakhnwai R.Al Taqleed Se Bachne Or Quraan O Hadees Per Chalne Ko Batate:





4-EESAA ALAIHIS SALAM Ve Kisi Ki Taqleed Nahi Karege Allama Abdul Hayy Lakhnawi :







5-Imaam Qurtubi R.Al Taqleed Karne Se Mana Karte :

 







6-Sayed Nazer Hussain R.Al Ne Taqleed Se Ruzu Keya :







7-Sah Waliullah Muhaddis Dehlawi R.Al Taqleed Karne Se Mana Karte :






8-Sah Waliullah Muhaddis Dehlawi R.Al Se Taqleed K Radd "Chauthi Sadi Se Pahle Koi Taqleed Nahi Karta Tha" 







9-Sah Waliullah Muhaddis Dehlawi R.Al K Taqleed Karne Walo Ko Nasihat :

 







10- Sah Waliullah Muhaddis Dehlawi R.Al Se Kisi Ek Mazhab Ki Taqleed Karne Walo Per Waar :

 







11-Imaam Jalaluddin Suyuti R.Al Ne Imaam Gazali R.Al K Qaul Naqal Karte Aur Kahte "MUQALLID KA ILAAJ TALWAAR HAI" :







12-Imaam Tabrani R.Al Se Taqleed K Radd:






13-Taqleed Karne Waala Sahi Hadees Per Amal Nahi Karte Khud Hanfio Ki Jubani :

 










14-.Taqleed Karne Wala Hadees V Gadta Hai :

 





15-Kisi Saks K Saksiyat Se Khud Ko Jana-Jaana , Usse Taqleed Karna Us Saks K Sabit Nahi





16-Imaam Ahmed Ibn Hambal R.Al Se Taqleed K Radd:






17-Imaam Ahmed Ibn Hambal R.Al Aksar Raye(Qayas) Ki Kitabo Ko Dekte Tou Unka Dil Afsos Karta :








18-Muqallid Jahil He Hota Hai,Aur Sab Fasaad Ki Jar "Taqleed" He Hai, Hanfio Ki Gawahi :




19-Taqleed Karne Walo Ki Baat Jhote Hote Hai





20-Taqleed Karne Wala Chupaya Janwar Ki Tarah Hai :





21-Taqleed Karne Wala Jahil Or Serf Galti Karne Wala Hota Hai, Hanfio Ki Gawahi :







22-Taqleed Serf Jahil Or Bewakuf He Karta Hai






23- Taqleed Karna Haraam Hai :

 







24- Imaam Safaii R.Al Se Taqleed K Radd



25- Imaam Ahmed R.Al Se Taqleed K Radd :





26- Imaam Safayi R.Al Ne Dusro Ko V Taqleed Karne Se Mana Keya Or Khud Ki Ve





27- Imaam Amir Bin Shuraheel Al Sho'ab (Tabayi) R.Al Ne Quraan O Hadees Ko Apnane Aur Qayas Ko Radd Karne Ko Kaha




28-Taqleed Karna Haraam Hai, Imaam Hafiz Shukaani R.Al




29-Imaam Zamakhsari R.Al "Gumrahi Ki Maa Ki Maa Ko Taqleed Kahte"





30-Hazrat Salmaan Farsi Raziallahuanha Ne "Taqleed Karne Se Mana Keya" :





31-Hazrat Muaaz Ibn Jabal Raziallahuanhu Ne Ve "Kisi Ki Taqleed Karne Se Mana Keya"




32-Imaam Shaukani R.Al "Taqleed Karne Walo Ki Aur Jo Mujtahid Khud Ki Taqleed Karne Ko Bolta 2no Ki Remaand (Class) Lete :




33-Taqleed Halal Nahi Haram Hai :





34-Sufiyan Al Soori R.Al Ne Quraan O Hadees Ko Afzal Kaha Aur Raaye Wa Qayas Ko Tark Karne Ki Nasihat " :





35-Quraan O Hadees Ko Apnao Raaye Wa Qayas Ko Nahi :




36-Haq Wajeh Ho Jaane K Baad Muqallid Andha Or Behra Hota Hai, Hanfio Ki Jubani






Allah Paak Taqleed Jaise Sadid Gumrahe Se Hume Bachane Ki Toufeq De Or Hak Ko Hak Jaan Ker Usper Amak Karne Ku Toufeq De...Aameen