Wednesday, November 13, 2013

SALAFIYYAH DAWAH







Ahle hadees : bhai aap.apna waqt lo aur
haan dua zarur karo ki allah aapko sahih
raah dikhaye aur hum dono ko amal

karne ki tawfeeq de



Aaj ka musalman : zarur bhai aameen
Assalamu alaikum



Ahle hadees : walaikumussalam
warahmatullahi wabarakatahu



Ahle hadees : assalamu alaikum bhai
(Dusre Din)



Aaj ka musalman : walaikumussalam bhai



Ahle hadees : bhai khairiyat kitaab padhi
Aaj ka musalman : alhamdulillah bhai
padhi kaafi acchi kitaab hai



Ahle hadees : bhai janna chahunga aapne
kya padha



Aaj ka musalma : bhai kuch samjha kuch
nahin



Ahle hadees : aisa karte hain jo nahin
samjha woh batata hu
Shuru karte hain



Aaj ka musalman : haan bhai 1st chapter
se shuru karte hain



Ahke hadees : bismillah
Bhai pehle to hum yeh jaan le ki allah ne
hamein kyun paida kiya



Ahle hadees : jaisa ki allah ne surah
zaariyat aayat no 56 mein farmaya


Sharing this verse from the Holy Quran


[Adh-Dhaariyat 56] - ﺎﻣﻭ ﺖﻘﻠﺧ ﺲﻧﻹﺍﻭ ﻦﺠﻟﺍ ﻻﺇ
ﻥﻭﺪﺒﻌﻴﻟ
Wama khalaqtu aljinna waalinsa illa
liyaAAbudooni
And I (Allah) created not the jinns and
humans except they should worship Me
(Alone).



Ahle hadees : bhai yahan gaur karo allah
ne jin aur insaan kaha aur kaha ki hum
uski ibaadat karein



Aaj ka musalman : bhai ibaadat matlab
thoda explain karo



Ahle hadees : bhai ibaadat har tarike ki
jaise


Namaz


Sajda


Roza


Zakaat


Haj


Umrah


Sadka


Khairat


Etc


Kuch bhi amal ya aqeeda rakho woh
khaalis sirf sirf allah ke liye rakho bhai


Ahle hadees : bhai ek bahut choti si baat
batata hu


Ahle hadees : aapke paas koi fakir aaya
usne kaha baba ke naam pe dedo ya nabi
ke naam pe dedo
Agar aapne uske katore mein kuch daal
diya baba ya kisi aur ke naam se toh yeh
bhi shirk hai



Aaj ka musalman : yeh kaise bhai



Ahle hadees : kyunki bhai aap ne woh
sadka kisi aur naam se kiya allah ke naam
se nahin



Ahle hadees : bhai quran ki aur bhi
aayatein hain jo humein yeh taaleem deti
hai
Jaise



Sharing this verse from the Holy Quran



[An-Nahl 36] - ﺎﻨﺜﻌﺑ ﺪﻘﻟﻭ ﻲﻓ ﻞﻛ ﺔﻣﺃ ﻻﻮﺳﺭ ﻥﺃ
ﺍﻭﺪﺒﻋﺍ ﺍﻮﺒﻨﺘﺟﺍﻭ ﻪﻠﻟﺍ ﺕﻮﻏﺎﻄﻟﺍ ﻢﻬﻨﻤﻓ ۖ ﻦﻣ ﻯﺪﻫ
ﻢﻬﻨﻣﻭ ﻪﻠﻟﺍ ﻦﻣ ﺖﻘﺣ ﻪﻴﻠﻋ ۚ ﺔﻟﻼﻀﻟﺍ ﻲﻓ ﺍﻭﺮﻴﺴﻓ
ﺍﻭﺮﻈﻧﺎﻓ ﺽﺭﻷﺍ ﻒﻴﻛ ﻥﺎﻛ ﻦﻴﺑﺬﻜﻤﻟﺍ ﺔﺒﻗﺎﻋ



Walaqad baAAathna fee kulli ommatin
rasoolan ani oAAbudoo Allaha waijtaniboo
alttaghoota faminhum man hada Allahu
waminhum man haqqat AAalayhi
alddalalatu faseeroo fee alardi faonthuroo
kayfa kana AAaqibatu almukaththibeen 



a
And verily, We have sent among every
Ummah (community, nation) a Messenger
(proclaiming): "Worship Allah (Alone),
and avoid (or keep away from) Taghut (all
false deities, etc.i. e. do not worship
Taghut besides Allah)."


 Then of them were
some whom Allah guided and of them were
some upon whom the straying was
justified. So travel through the land and
see what was the end of those who denied
(the truth).



Sharing this verse from the Holy Quran
[Al-Israa 23] - ﻰﻀﻗﻭ ﻚﺑﺭ ﻻﺃ ﺍﻭﺪﺒﻌﺗ ﻻﺇ ﻩﺎﻳﺇ
ﻦﻳﺪﻟﺍﻮﻟﺎﺑﻭ ﺎﻧﺎﺴﺣﺇ ۚ ﺎﻣﺇ ﻦﻐﻠﺒﻳ ﺮﺒﻜﻟﺍ ﻙﺪﻨﻋ
ﺎﻤﻫﺪﺣﺃ ﻭﺃ ﺎﻤﻫﻼﻛ ﻼﻓ ﻞﻘﺗ ﺎﻤﻬﻟ ﻻﻭ ﻑﺃ ﺎﻤﻫﺮﻬﻨﺗ
ﻞﻗﻭ ﺎﻤﻬﻟ ﺎﻤﻳﺮﻛ ﻻﻮﻗ



Waqada rabbuka alla taAAbudoo illa
iyyahu wabialwalidayni ihsanan imma
yablughanna AAindaka alkibara
ahaduhuma aw kilahuma fala taqul
lahuma offin wala tanharhuma waqul
lahuma qawlan kareeman



And your Lord has decreed that you
worship none but Him. And that you be
dutiful to your parents. If one of them or
both of them attain old age in your life,
say not to them a word of disrespect, nor
shout at them but address them in terms of
honour.



Aaj ka musalman : bhai lekin yeh toh har
musalman jaanta hai



Ahle hadees : sahih kaha aapne bhai har
musalman jaanta hai maanta nahin



Aaj ka musalman : nahin bhai har
musalman maanta bhi hai



Ahle hadees : bhai aap batao kya aaj
musalman qabr parast nahin



Aaj musalman ali ko mushkil kusha nahin
maanta
Aaj musalman jo apne ulma ke shirk pe
raazi nahin



Aaj ka musalman : bhai main chahunga ki
aap mujhe yeh shirk with reference
batayein



Ahle hadees : bhai zarur bataunga lekin
pehle aap haqeeqat toh jaanle phir galat ko
galat samajhne aasaani hogi



Aaj ka musalman : bhai la ilaha ilaalah ki
gawahi ka matlab?



Ahle hadees : la ilaha ilallah ki gawahi dil
aur zabaan dono se honi chahiye
Iski gawahi ka matlab tumne yeh shahadat
de di ki allah ke ilaawa koi dusra ilah
yaani allah nahin



Ahle hadees : bhai allah ne is kalme ki
gawahi jo naa de unke liye bahut sakht
azaab rakha hai



Ahle hadees : jaisa ki allah ne farmaya



Sharing this verse from the Holy Quran
[Az-Zukhruf 26] - ﺫﺇﻭ ﻝﺎﻗ ﻢﻴﻫﺍﺮﺑﺇ ﻪﻴﺑﻷ
ﻪﻣﻮﻗﻭ ﻲﻨﻧﺇ ﺀﺍﺮﺑ ﺎﻤﻣ ﻥﻭﺪﺒﻌﺗ



Waith qala ibraheemu liabeehi
waqawmihi innanee baraon mimma
taAAbudoona



And (remember) when Ibrahim (Abraham)
said to his father and his people: "Verily, I
am innocent of what you worship,



Sharing this verse from the Holy Quran
[Az-Zukhruf 27] - ﻻﺇ ﻱﺬﻟﺍ ﻲﻧﺮﻄﻓ ﻪﻧﺈﻓ ﻦﻳﺪﻬﻴﺳ
Illa allathee fataranee fainnahu
sayahdeeni



"Except Him (i.e. I worship none but Allah
Alone) Who did create me, and verily, He
will guide me."
Sharing this verse from the Holy Quran


[Az-Zukhruf 28] - ﺎﻬﻠﻌﺟﻭ ﺔﻴﻗﺎﺑ ﺔﻤﻠﻛ ﻲﻓ ﻪﺒﻘﻋ
ﻢﻬﻠﻌﻟ ﻥﻮﻌﺟﺮﻳ



WajaAAalaha kalimatan baqiyatan fee
AAaqibihi laAAallahum yarjiAAoona
And he made it [i.e. La ilaha ill-Allah
(none has the right to be worshipped but
Allah Alone)] a Word lasting among his
offspring (True Monotheism), that they
may turn back (i.e. to repent to Allah or
receive admonition).



Sharing this verse from the Holy Quran



[Al-Baqara 165] - ﺱﺎﻨﻟﺍ ﻦﻣﻭ ﻦﻣ ﺬﺨﺘﻳ ﻦﻣ ﻥﻭﺩ
ﻪﻠﻟﺍ ﺍﺩﺍﺪﻧﺃ ﻢﻬﻧﻮﺒﺤﻳ ﺐﺤﻛ ۖ ﻪﻠﻟﺍ ﺍﻮﻨﻣﺁ ﻦﻳﺬﻟﺍﻭ
ﺪﺷﺃ ﺎﺒﺣ ﻪﻠﻟ ۗ ﻮﻟﻭ ﻯﺮﻳ ﻦﻳﺬﻟﺍ ﺫﺇ ﺍﻮﻤﻠﻇ ﻥﻭﺮﻳ
ﻥﺃ ﺏﺍﺬﻌﻟﺍ ﺓﻮﻘﻟﺍ ﻪﻠﻟ ﺎﻌﻴﻤﺟ ﻥﺃﻭ ﻪﻠﻟﺍ ﺪﻳﺪﺷ
ﺏﺍﺬﻌﻟﺍ



Wamina alnnasi man yattakhithu min
dooni Allahi andadan yuhibboonahum
kahubbi Allahi waallatheena amanoo
ashaddu hubban lillahi walaw yara
allatheena thalamoo ith yarawna
alAAathaba anna alquwwata lillahi
jameeAAan waanna Allaha shadeedu
alAAathabi
And of mankind are some who take (for
worship) others besides Allah as rivals (to
Allah). They love them as they love Allah.
But those who believe, love Allah more
(than anything else). If only, those who do
wrong could see, when they will see the
torment, that all power belongs to Allah
and that Allah is Severe in punishment.



Ahle hadees : aur bhai nabi sallallahu
alaihi wasallam ne farmaya sahih muslim
ki hadees
Jis shaks ne kalma laa ilaha ilallah
ka.iqrar kiya aur allah ke ilawa jin ki
ibaadat ki jaati hai unka inkaar kiya toh
uska maal aur khoon mehfu hogaya aur
uska ( hisaab baaki maamalat) allah ke
zimme hai



Ahle hadees : bhai aaj hum sirf allah ko
maane aur uske.ilawah aur kisi ko
shaamil naa kerein



Aaj ka musalman : bhai kya shirk ki kuch
aur types bhi hain



Ahle hadees : bhai bahut kisme hain kuch
purani kuch nayi main inshaallah aapko
pura detail deta hu



Aaj ka musalman : bhai zara jaldi kyunki
main nahi chahta ki mujhse koi shirk
hojaye



Ahle hadees : allah aapka jazba qayam
rakhe aur aapko aur mujhko hidayat de
Aameen