Tuesday, January 29, 2013

MAKKAH MADINA WALO SE AAL-E-DEOBAND KE SHADEED IKHTILAAF

Bismillahirrahmanirraheem




=======================================
MAKKAH MADINA WALO SE AAL-E-DEOBAND KE SHADEED IKHTILAAF
=======================================



1. makke aur madeene walo k nazdeek sirf Allah hi mushkil kusha hai.
AAL-E-DEOBAND K NAZDEK ALI RAZ. MUSHKIL KUSHA HIA. (DEKHIYE KULLIYAT-E-IMDADIYA P. 103)


2.


1. makke aur madeene walo k nazdeek wahdatul wajood ka aqeedah shirk hai
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK wahdatul wajood ka aqeedah haq aur sahih hai (dekhiye kulliyat-e-imdadiya page 218)

3.


makke aur madeene walo k nazdeek qabr parasti shirk hai.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK qabr ki mitti se shifa hoti hai. (dekhiye HIKAYAT-E-AULIYA, HIKAYAT NO. 366)


4.
makke aur madeene walo k nazdeek KASHTI KINARE LAGANE WALA SIRF ALLAH HAI.
AAL-E-DEOBAND KAHTE HAIN K "MERI KASHTI KINARE PAR LAGAO YA RASUL ALLAH" (DEKHIYE KULLIYAT-E-IMDADIYA PAGE 205)


5.
makke aur madeene walo k nazdeek Rasul saw Rahmatul aalameen hain.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK HAJI IMDADULLAH RAHMATUL AALAMEEN HAI. (DEKHIYE QASASUL AKAABIR PAGE 69)


6. makke aur madeene walo k nazdeek BANDA KABHI KHUDA NAHI BAN SAKTA.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK (BANDA BAAZ AUQAAT) ZAHIR ME BANDA AUR BAATIN ME KHUDA HO JATA HAI. (DEKHIYE KULLIYAT-E-IMDADIYA PAGE 35-36)


7.
makke aur madeene walo k nazdeek HAQ WAHI HAI JO QURAN WA HADIS ME HAI.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK HAQ WAHI HAI JO RASHID AHMED GANGUHI KI ZUBAAN SE NIKALTA HAI. (DEKHIYE TAZKIRATUR RASHEED J. 2, PAGE 17)


8.
makke aur madeene walo k nazdeek AAJIZON KI DASTAGIRI AUR BE-KASO KI MADAD KARNE WALA SIRF ALLAH HAI.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK AAJIZON KI DASTAGIRI AUR BE-KASO KI MADAD KARNE WALE RASUL SAW HAI. (DEKHIYE FAZAIL-E-DAROOD PAGE 137)


9.

makke aur madeene walo k nazdeek AULIYA K PAAS ILM-E-GHAIB NAHI HOTA.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK AULIYA K PAAS ILM-E-GHAIB HOTA HAI. (DEKHIYE SHUMAIL-E-IMDADIYA PAGE 61)


10.

makke aur madeene walo k nazdeek SHAIKH MOHAMMED BIN ABDUL WABAB IMAM, MUJADDID, MUHAHID AUR NEK AALIM THE.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK MOHAMMED BIN ABDUL WAHAB ZAALIM WA BAAGHI KHUNKHAWAAR SHAKS THA!!!!! (DEKHIYE AS-SHAHABUS SAAQIB. PAGE 42)


11.

makke aur madeene walo k nazdeek MOHAMMED BIN ABDUL WAHAB RA. AHLE SUNNAT ME SE THE.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK MOHAMMED BIN ABDUL WAHAB KHAARJIYON ME SE THE (DEKHIYE ALMAHIND PAGE 46)


12.

makke aur madeene walo k nazdeek GHAUS-E-AAZAM SIRF EK ALLAH HAI.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK SHAIKH ABDUL QADIR JEELANI RA. GHAUS-E-AAZAM HAIN. (DEKHIYE ASHRAM ALI THANWI KI KITAAB: TALEEM-E-DEEN PAGE 18)


13.

makke aur madeene walo k nazdeek RASUL SAW WAFAAT PAAKAR DUNIYA SE CHALE GAYE HAIN.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK RASUL SAW DEENWI TAUR PAR ZINDAAH HAIN. 

(DEKHIYE AAB-E-HAYAAT PAGE 27, 36)


14. makke aur madeene walo k nazdeek ALLAH TA'ALA APNE ARSH PAR HAI.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK ALLAH TA'ALA HAR JAGAH MAUJOOD HAI. (DEKHIYE MALFOOZAT FAQIYAL UMMAT J. 2, PAGE 14)


15.

makke aur madeene walo k nazdeek ALLAH TA'ALA KI SIFAAT MASLAN HAATH WAGAIRA PAR TASHBEEH AUR TAWEEL K BAGAIR IMAAN LANA ZAROORI HAI.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK HAATH SE MURAAD QUDRAT HAI. (DEKHIYE 
ALMUHAND PAGE 48)


16.

makke aur madeene walo k nazdeek SOOFIYON KI KITAAB DALAILUL KHAIRAT QABIL-E-AITEMAD NAHI HAI.

AAL-E-DEOBAND K NAZDIK DALAILUL KHAIRAT KA PADHNA BAAIS-E-SAWAAB HAI. 

(DEKHIYE ALMUHIND PAGE 41-42)


17.

Makke aur madeene walo k nazdeek ALLAH SE DUA ME AMBIYA WA AULIYA KA WASILA JAAYAZ NAHI.

AAL-E-DEOBAND K NAZDIK ALLAH SE DUA ME AMBIYA WA AULIYA KA WASILA JAAYAZ HAI (DEKHIYE ALMUHAND PAGE 37)


18.

Makke aur madeene walo k nazdeek RASUL SAW AAKHRI NABI HAI.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK :AGAR BILFARZ BAAD ZAMANA NABWI SAW KOI NABI PAIDA HUA TO PHIR BHI KHATIMIYAT MUHAMMADI ME KUCH FARQ NAHI AAYEGA" (DEKHIYE TAHZEERUN NAAS PAGE 85)


19.

Makke aur madeene walo k nazdeek MAZHAB BANAKAR DEOBANDI KAHELANA JAYAZ NAHI HAI.
AAL-E-DEOBAND K NAZDIK DEOBANDI KAHELANA JAAYAZ BALKE BAAIS-E-FAKHR HAI.


20.


makke aur madeene walE GARMIYON ME BHI ZOHAR KI NAMAZ AWWAL WAQT ME PADHTE HAIN.

AAL-E-DEOBAND GARMIYA HO YA SARDI ZOHAR KI NAMAZ HAMESHA BAHOT LET KARKE PADHTE HAIN.


21.

Makke aur madeene walE ASAR KI NAMAZ EK MISL PAR PADHTE HAI.
AAL-E-DEOBAND ASAR KI NAMAZ DO MISL K BAAD PADHTE HAIN.


22.

Makke aur madeene walE MAGHRIB KI AZAN K BAAD 2 RAKATO KA WAQT DETE HAIN.
AAL-E-DEOBAND MAGHRIB KI AZAN K BAAD 2 RAKATO KA WAQT KABHI NAHI DETE.


23.

Makke aur madeene walE akahri iqaamat kahete hain.
AAL-E-DEOBAND dohari iqaamat kahete hain.


24.

Makke aur madeene walE k nazdeek kabaa (baitullah) har waqt apni jagah par raheta hai.
AAL-E-DEOBAND k nazdeek kabaa (baitullah) baaz buzurgo ki ziyaarat ko jaata hai. (dekhiye fazaail-e-Hajj Page 111)


25.

Makke aur madeene walE subha ki namaaz andhere me padhte hain.
AAL-E-DEOBAND subha ki namaz andhere me nahi padhte balike roshni me padhte hain.


26.

Makke aur madeene walE farz namaaz k baad ijtemaai dua nahi karte
AAL-E-DEOBAND farz namaaz k baad hamesha ijtemaai dua karte hain.


27.

Makke aur madeene walE rafayadain karte hain.
AAL-E-DEOBAND rafayadain k sakht khilaaf hain.


28.

Makke aur madeene walE namaz janaza me surah fatihaa padhte hain.
AAL-E-DEOBAND namaz janaza me surah fatiha nahi padhte.


29.
Makke aur madeene walE aamin biljaher (zor se aamin) kahete hain.
AAL-E-DEOBAND aamin biljahere se sakht chid aur hasad rakhte hue mana karte hain.


30.

Makke aur madeene walE ek rakat witr padhte hain.
AAL-E-DEOBAND ek witr k sakht mukhaalif hain.


31.

Makke aur madeene walE iqaamat hone k baad sunnatein nahi padhte
AAL-E-DEOBAND iqaamat hone k baad bhi sunnatein padhte hain.


32.

Makke aur madeene walE ek salaam se 3 witr nahi padhte
AAL-E-DEOBAND ek salaam se maghrib ki tarah mushabehat karte hue 3 witr hamesha padhte hain.


33.

Makke aur madeene walE namaz janaza me namaz wala darood padhte hain.
AAL-E-DEOBAND rahmat witrahamat wala khudsakhta darood padhte hain.


34.

Makke aur madeene walE witr me duaa ki tarah haath utha kar qunoot padhte hain.
AAL-E-DEOBAND qunoot witr me dua ki tarah haath utha kar kabhi qunoot nahi padhte.


35.

Makke aur madeene walo k nazdeek pakhana najis aur paleed hai.
AAL-E-DEOBAND k peer k nazdeek mohid k liye pakhana khana waajib hai. (dekhiye IMDADUL MUSHTAAQ PAGE 101, FIQRA 224)


36.

Makke aur madeene walE AURTO KO MASJID ME NAMAZ PADHNE SE BILKUL BANA NAHI KARTE
AAL-E-DEOBAND K NAZDEEK AURTO K LIYE MASJID ME NAMAZ PADHNA MAMNOO HAI.


37.

Makke aur madeene walE JUMA K SIRF 2 KHUTBE DETE HAIN.
AAL-E-DEOBAND JUMA KE 3 KHUTBE DETE HAIN. EK URDU ME AUR 2 ARABI ME.


38.

Makke aur madeene walE NAMAZ JUMA HAMESHA AWWAL WAQT ME PADHTE HAIN.
AAL-E-DEOBAND NAMAZ HAMAESHA LATE KARKE PADHTE HAIN.


39.

Makke aur madeene walE HALAT-E-KHUTBA ME 2 RAKATE PADHTE HAIN.
AAL-E-DEOBAND HALAT-E-KHUTBA ME 2 RAKATE PADHNE K SAKHT MUKHAALIF HAIN.

IS SE MALOOM HUWA K MAKKA AUR MADINA WALO SE AAL-E-DEOBAND (DEOBANDIYO) K SHADEED IKHTELAFAAT HAIN AUR SAUDI K ULEMA KO DEOBANDI "ULEMA" APNA BHAI NAHI MAANTE.

SARFARAZ KHAN SAFDAR DEOBANDI NE LIKHA 

"MUFTI SAHAB KO MALOOM HONA CHAHIYE K DEOBANDI BADE PAKKE HANAFI HAIN AUR NAJADI ULEMA BAAZ TO HAMBALI HAIN AUR BAAZ GHAIR MUKALLID HAIN WO IS MASLAK K AITEBAAR SE HAMARE BHAI KAISE HUWE?" 

(BAAB-E-JANNAT PAGE 194)


AUR LIKHA SARFARAZ KHAN NE:


"BILA SHAK HARMAIN SHARIFAIN KI NUSOOS SE BADI FAZEELAT AUR RUTBA SAABIT HAI. LEKIN SHARAI DALAIL SIRF 4 HAIN JINKA ZIKR HO CUKHA. AGAR HARMAIN SHARIFAIN ME ACHCHE KAAM HOO TO NURUN NURALA, WARNA HARGIZ HUJJAT NAHI HAIN"


(RAAH-E-SUNNAT PAGE 167),,,,,,,,,



#UmairSalafiAlHindi
#IslamicLeaks