Wednesday, November 16, 2011

HANAFIYON PAR RASOOLLULLAH SALALLAHO ALAIHI WASALLAM(PBUH) KI LAANAT

Bismillahirrahmanirraheem



HANAFIYON PAR RASOOLLULLAH SALALLAHO ALAIHI WASALLAM(PBUH) KI LAANAT



Hadith me hai


an abdullah bin masood qaala laa'an rasoollullah sallallaho alaihi wasallam al mah-lal wa al mahlal lah


trans: "hz abdullah bin masud ra farmate hain ki rasoollullah sallallaho alaihi wasallam ne laanat farmaayi is par jo halaala kare aur is par bhi jis ke liye halaala kiya jaaye"

( sunan darimi, ibn majah, mishkaat)


teen talaaq jis aurat ko de di jaaye phir is se dusra isliye aur is shart par nikah kare ke dakhool(sex) karte hi talaaq de dega.

Taaki teen talaaqen dene waale shauhar(husband) ke liye aurat halaal ho jaaye, ise halaala kahte hain,

ye faa'al(tareeqa) laanat hai, aur iske karne aur karaane waale dono par allah ke rasool sallallaho alaihi wasallam ki laanat hai,

lekin hanafi mazhab kahta hai k aisa karne se aurat us mard ke liye halaal ho jaayegi

chunanche hanafiyon Ki qur'an se zyada motbar kitab hidaayah jild 1 kutabul talaaq me hai

" halaala karne waale ne ise talaaq de di baad majama'at karne ke pahle khwand (halaal karne waala kiraaye ka shauhar)ke liye halaal hogi"


isliye hanafi mazhab me kiraaye ka saand(mard) lekar iske saath apni biwi ko sulaate hai, aur ek raat maze udaane ke baad wah talaaq de deta hai,

phir usse pahla shauhar(asal) nikaah kar leta hai,

ye zinakaari ka kaarobaar(business) muqallideen ke hanafi mazhab ko mubarak,

mazhab e islam iss gandagi(wastage) se paak hai,

mazhab e islam me is tarah ke kaarobaar karne waalon par laanat farmayi hai,

haalanke muqallideen aalim apni taqreeron me halaala ki bahut tabligh karte hain



ALLAH HAMEN YE LAANAT SE BACHAAAYE.... AMEEN