MUQLLED HAM PAR INZAM LAGATE HAI KI WAHABIYO KA KHUDA ARSH PE QAID HAI LEKIN APNE GHAR KI KHABR NHI LERE KI UN KE HAQIMUL UMMAT KYA KAH KHR HAI
MAULAN ASHRAF ALI THANVI SURAH TAHA AYAT 5 KE TAHET TAFSIR LIKHTE HAI-
"YAANI TAKHT SALTANAT PAR,ARSH HASBE RIWAYAT WA AYAT EK JISME AZEEM HAI,ASMAN AUR KURSI KE ILAWA IN SAB KE UPAR MISL QUBBA KE HAI AUR IN SAB SE BADA HAI AUR FARISHTE USKO UTHAYE HUE HAI AUR WO SAKIN HAI,AHYANAN USKO HARKAT BHI HO JATI HAI.
(TARJMAH WA TAFSIR IKHTESAR SHUDA BAYANUL QURAN- HAKIMUL UMMAT HAZRT MAULNA ASHRAF ALI THANVI. Maktaba-FARID BOOK DEPO GADH HAYYA ISTRET JAMA MASJID DEHLI_110006)
AB BTAO MERE DEOBANDI BHAIYO JAB HAM ISTAWA KA TARJMAH KRTE HAI TO AP KEHTE HAI KI YE MUTASHABEH AYAT HAI LEKN JARA APNE GHAR KE MOLVI KI BI KHABAR LO.
HAM TO KEHTE THEY ALLAH ASMANO KE UPAR ARSH PAR HAI TO AP KA ILZAM HOTA H KE GAIR MUQLEDO KA KHUDA QAID HAI JARA IS APNE HAKIMUL UMMAT KA AQIDA BI DEKHO INHO NE TO"ARSH PAR QAIM HUA"KI TAFSIR ME LIKHTE HAI"YANI TAKHT SALTANAT PAR"
JARA HAME AAJ BTAO YE TAKHTE SALTANAT KYA HAI ? ?
INSHA'ALLAH AAJ HAM APNI KHAMOSHI KO ZUBAN JARUR DENGE AUR TUMHARE IMAM AUR ALIMO KA AQIDA BI DIKHAYENGE.
YAHI HAKIMUL UMMAT SURAH HADID AYAT 4 KE TARJMAH WA TAFSIR ME LIKHTE HAI-
USNE ZAMIN ASMAN KO 6 DIN ME PAIDA KIYA FIR TAKHT PAR QAYAM HUA.
AB FIR WAHI SAWAL KE YE'TAKHT'KYA CHIZ H JISE MAULANA ASHRAF ALI SAHAB BTANA CHAH RAHE HAI ??
ISI AYAT KI TAFSIR ME AAGE LIKHTE HAI JIS SE HAMARA AQIDA INKE GHAR SE SABIT HOTA HAI. LIKHTE HAI
ARSH PAR QARAR PAKADNE KI KOI SURAT AUR KAIFIYAT TAJWIZ KARNA AUR APNI HALAT PAR QAYAS KAR KE JISMIYAT BARI TA'ALA KA WAHAM KARNA BILKUL NA JAIZ HAI,
IMAN KA MANSHA YE H KI ARSH PAR ALLAH TA'ALA KE QARAR PAKADNE KA YAQIN RAKHE LEKN IS KI KAIFIYAT YA TASHBIYA SE SUKOOT KARE Q KI BARI TA'ALA BE CHOO'N WA BE CHAGOON HAI.
(MAULANA ASHRAF ALI THANVI,TARJMAH TAFSIR BAYANUL QURAN- SURAH HADID AYAT 4)
INSHA'ALLAH AJ TUMHARE ULAMA TUMHARA MUH KALA KARENGE.
AAGE DEKHTE JAO BHAIYO YE TO SHURU'AT HAI.
HAME KEHTE H KI
"ISTAWA ALAL ARSH"KI TAMAM AYATE MUTASHABEH AYAT HAI AUR MUTASHABEH AYAT KA SAHI MATLAB BESHAK SIRF ALLAH HI JANTA HAI.
SURAH AL IMRAN 3 AYAT 7 ME ALLAH FARMATA H K JINKE DILO ME TEDHPAN HOTA H WO MUTASHABEH AYATO KE PICHE PADTE HAI.
AB JARA BTAO AGAR YE MUTASHABEH AYATE H TO TUMHARE ASHRAF ALI KE DIL ME TEDHPAN THA ??
JO UNHONE IN AYATO KI TAFSIR BAYAN KI.
MAULANA NE ARSH SE MURAD TAKHTE SALTANAT LIKHA H JARA LAGAO INPAR FATWA JO MUTASHABEH AYAT KI TAFSIR KAR RAHE HAI.
'IBTIDAYE ISHQ HAI LEKN RONE NAHI DENGE'
AB HAM AAGE BADHTE HAI AUR APNE AQIDE KI WAJAHAT KRTE CHALEN.
HANFI HAZRAT ALLAH KE LIYE JEHAT AUR FAUQ KE MUNKIR HAI JAB KE
MOMIN ALLAH KE LIYE JEHAT AUR FAUQ KE QAYEL HAI.
PEHLE HAM JEHAT AUR FAUQ KI TARIF KAR DETE HAI.
1.JEHAT KA MTLAB HAI SIMT.
2.FAUQ KA MATLAB HAI UPAR.
3.ULU KA MATAB HAI BULANDI
(DOSTO IN 3 CHIZO KO SAMAJHNE KE LIYE BHOT JARURI HAI.
AB HAM ALLAH KE LIYE JEHAT AUR FAUQ MANNE KA AQIDA QURAN SE DETE HAI
QURAN SE PEHLI DALIL..,
"AUR JAB KAHA ALLAH NE AE EISA (A.S) MAI TUMHE FERUNGA AUR UTHAUNGA APNI TARAF"
(SURAH AL IMRAN 3 AYAT 55)
IS AYAT SE BAT SABIT HO RAHI H K ALLAH NE APNI TARAF UTHAANE KO FARMAYA HAI. AUR'APNI TARAF'LAFZ SE'JEHAT-SIMT'SABIT HOTI HAI
Q KI YE POST MUQALLIDO KA AETRAZ PAR HAI TO HAM DEOBANDI BHAIYO KE GHAR KA HAWALA BI DETE CHALE.
DEOBNDIO K HAKIMUL UMMAT M.ASHRAF ALI THANVI IS AYAT KI TAFSIR ME LIKHTE HAI.
"YE WAQT MAU'UD US WAQT AYEGA JAB QURBE QAYAMAT KE ZAMANE ME EISA A.S ASMAN SE ZAMIN PAR TASHRIF LAYENGE JAISA K AHADISE SAHIHA ME AYA HAI.
AAGE LIKHTE H- YE WADA SATH KE SATH PURA KIYA GAYA JISKE AIFAYE KI KHABAR SURAH NISA ME DI GAI HAI,
AB ZINDA ASMAN PAR MAUJUD HAI.
(TAFSIR M.ASHRAF ALI THANVI,SURAH AL IMRAN 3 AYAT 55)
IS TAFSIR SE KHUD DEOBANDIYO KE AQIDE KA RADD UNKE HAKIMUL UMMAT K ZABANI HO GAYA AuR FAUQ AUR JEHAT SABIT HUA.
DO AYATE MULAHIZA HO HZRT EISA A.S KE UTHAANE PAR.
1.BALKE UTHA LIYA USKO ALLAH NE APNI TARAF.
(SURAH NISA AYAT 158)
2.AUR HAMNE UTHA LIYA USKO OONCHI JAGAH PAR.
(SURAH MARYAM AYAT 57)
IN 2 AYAT SE WAJEH H KI ALLAH NE EISA A.S KO APNI TARAF AUR OONCHI JAGAH UTHANE KO BAYAN KIYA HAI.
MUSLIM SHARIF KI HADIS ME HAI KE- AAP S.A.W NE MERAJ KI RAT HZART EISA A.S KO DUSRE ASMAN PAR PAYA.
IS TARAH AYATO SE AUR MUKHALIFIN KI TAFSIR SE BI YE SABIT HUA K EISA A.S ASMAN PAR H AUR ALLAH NE UNKO APNI TARAF UTHAYA JIS SE ALLAH KE LIYE SIMT AUR UPAR HONA SABIT HUA.
QURAN SE DUSRI DALIL..,
"WO APNE RAB SE DARTE HAI JO UN KE UPAR HAI.
(SURAH NAHL AYAT 50)
IS AYAT ME SAAF LAFZ'FAUQ'AYAT H JO ALLAH KE UPAR HONE KI DALIL HAI.
QURAN SE 3RD DALIL..,
"(FIR'OUN NE KAHA) AE HAMAN MERE WASTE EK MAHAL BANA KE MAI ASMAN KE JO DARWAZE HAI (UN) DARWAZO KO PAHUCH SAKU'N AUR MOOSA KE MA'BOOD KO JHAANK KAR DEKHUN BESHAK MAI SAMAJHTA HU KE WO JHOOTA HAI"
(SURAH MOMIN AYAT 37)
IS AYAT SE SAAF PATA CHAL RAHA H KE MOOSA A.S KI BI FIR'OUN KO YAHI DAWAT THI KE MERA KHUDA ASMANO KE UPAR HAI.
IS SE BHI ALLAH KE LIYE JEHAT AUR FAUQ SABIT HOTA HAI.
QURAN SE 4TH DALIL..,
"KYA TUM BE KHAUF HO GAYE US ZAAT SE JO ASMAN ME HAI KE WO TUM KO ZAMEEN ME DHASAA'N DE"
(SURAH MULK AYAT 16)
IS AYAT ME BI ALLAH KA ASMAN KE UPAR HONA SABIT HOTA H JO FAUQ AUR JEHAT KI DALIL HAI.
QURAN SE 5TH DALIL..,
"KYA TUM NIDAR HO GAYE HO US ZAAT SE JO ASMAN ME H KE TUM PAR PATTHARO WALI HAWA BHEJ DE"
(SURAH MULK AYAT 17)
YE AYAT BHI BILKUL WAJEH HAI,AUR JO SHAKS ALLAH K LIYE JEHAT R FAUQ KA MUNKIR H WO QURAN KI IN AYATO KA MUNKIR H R QURAN KI AYATO KA MUNKIR KAFIR HAI.
AB HAM KUCH HADEESE BI PESH KAR DETE HAI JIS SE ALLAH KA ASMANO KE UPAR ARSH PE HONA SABIT HOTA H,
IN AHADIS SE ALLAH K LIYE JEHAT R FAUQ SABIT HOTA H.
PEHLI HADIS.,
"TO ZIBRAIL A.S NABI S.A.W KO LEKAR (MERAJ KI RAT) ALLAH KI TARAF CHADHE FIR ALLAH NE FARMAYA WO APNI JAGAH PAR THA.
(BUKHARI SHARIF,HADIS- 7517)
IS HADIS ME JIBRAIL A.S KA ALLAH KI TARAF CHADHNE (JANE) KA ZIKR HAI.
DUSRI HADIS..,
"MOOSA A.S NE NABI S.A.W SE KAHA KE (NAMAZ KI TADAD KAM KARANE KE LIYE) APNE RAB KI TARAF PALAT KAR FIR JAIYE"
(BUKHARI SHARIF,HADIS- 349)
IS HADIS SE SAF ALFAZ ME HAI KI MUSA A.S NE NABI S.A.W KO ALLAH KI TARAF FIR JAANE KO KAHA.
ISSE ALLAH K LIYE JEHAT SABIT HOTA HAI.
3RD HADIS..,
"RASOOL S.A.W NE (US LAUNDI SE) KAHA ! ALLAH KAHAN HAI??
USNE KAHA ASMAN ME HAI.
FIR AAP S.A.W NE PUCHA MAI KAUN HU??
USNE KAHA AAP ALLAH KE RASOOL HAI.
AAP S.A.W NE FARMAYA ISKO AZAD KARDO YE IMAAN WALI HAI.
(MUSLIM SHARIF,HADIS-34)
(YE RIWAYAT KAI SANADO SE ATI H,EK ME ASMAN KI TARAF ISHARA KARNE KA ZIKR HAI.
ALLAHU AKBAR !!
NABI S.A.W NE EK LADKI KO SIRF ISLIYE MOMINAH KAHA K USKA AQIDA YE HAI KI WO KEHTI H K - ALLAH ASMAN ME HAI.AUR AP ALLAH K NABI H.
IS SE ALLAH KA ASMANO KE UPAR HONA SABIT HUA.
4TH HADIS..,
"FIR JO FARISHTE RAAT ME TUMHARE DARMIYAN RAHE THEY WO ALLAH KI TARAF CHADHTE HAI"
(BUKHARI SHARIF,HADIS- 555,MUSLIM SHARIF-KITABUZZIKR)
IS HADIS ME'UROOJ'LAFZ AYA HAI AUR ARBI ZABAN ME UROOJ CHADHNE KO KEHTE HAI.
IS HADIS SE BI SABIT HUA KE ALLAH UPAR HAI.
5TH HADIS..,
"JAB ALLAH KA ZIKR KARNE WALE JUDA HO JAATE HAI TO FARISHTE ASMAN KI TARAF CHADHTE HAI,
FIR ALLAH TA'ALA IN FARISHTO SE PUCHTA HAI,
HALANKE WO KHOOB JANTA HAI.
TUM KAHAN SE AYE HO ??
(FARISHTE KEHTE H) HAM TERE UN BANDO KE PAS SE AYE HAI JO ZAMIN ME TERI PAAKI BAYAN KAR RAHE HAI"
(SAHI MUSLIM JILD 2,BAB FAZL MAJALISUZ ZÌKR SAFA 344)
SUB'HANALLAH
IS HADIS SE MASLA ROZEH ROSHAN KI TARAH SAAF HO GAYA KE,
1.ALLAH KI ZAAT ASMAN PAR HAI.
2.ALLAH KA ILM HAR JAGAH HAI.
3.AGAR ALLAH KI ZAAT HAR JAGAH HOTI TO FARISHTE Q JATE R KIS KE PAAS JATE ??
4.YAHAN ASMAN KA LAFZ ZAMIN KE MUQABIL HAI.(murad jehat fauq hai)
AUR BI BHOT SI AYATE R HADISE H INSHA'ALLAH JARURAT PADNE PAR PESH KI JAYEGI.
AB 4 IMAM KE QAUL KO LIKHKAR ME APNI BAT KO KHATM KARNA CHAHUGA.
IMAM ABU HANIFA R.A KA AQEEDAH->IMAM ABU HANIFA SE KISI NE SAWAL KIYA KE AGAR KOI KAHE KE MAI NAHI JANTA HU KE MERA RAB ASMAN ME HAI YA ZAMIN ME TO BILA SHUBAH WO KAFIR HO GAYA,IS WASTE KE ALLAH KHUD FARMATA H"RAHMAN ARSH PAR MUSTAWI HAI"AUR USKA ARSH SAATO ASMAN KE UPAR HAI.
( FIQH AL AKBAR)
IMAM MALIK R.A. KA AQEEDAH->ALLAH TA'ALA ASMAN PAR HAI AUR US KA ILM HAR JAGAH HAI KOI JAGAH USKE ILM SE KHAALI NAHI HAI.
(IJTEMA'UL JUYOOSH AL ISLAMIYA SAFA 132)
IMAM SHAFI R.A KA AQEEDAH->IMAM SHAFI R.A NE A'ALAMUL MUQ'IN ME IS BAT KI TASRIH H KE"LAUNDI NE RASOOL S.A.W SE JO YE KAHA THA K MERA RAB ASMAN PAR H AUR AP ALLAH K RASOOL HAI.
"IMAM SHAFI R.A NE IS BARE ME FARMAYA K RASOOL S.A.W NE LAUNDI KE IS QAUL KO IMAN QARAR DIYA AUR AP NE HUKM DIYA ISE AZAD KARDO YE IMAN WALI HAI"
(MUSLIM KI IS HADIS ME JEHAT R FAUQ KA ZIKR H, ZIKR KRNE SE PATA CHALA IMAM SHAFI R.A KE NAJDIK BI IMAAN HAI.
IMAM AHMAD BIN HAMBAL R.A KE AQEEDA LOGO PAR CHUPA NHI H K WO ALLAH TA'ALA K ARSH PAR HONE KE QAYAL THEY.
ALLAH HAR JAGAH H YE AQIDA JAHMIYA KA AQIDA H KE ALLAH HAR JAGAH HAI AUR YAHI HANFIO KA AQEEDAH BI H JO SARAASAR QURAN AUR SAHI HADIS K KHILAAF HAI.
#ImranKhanSalafi
#IslamicLeaks