Monday, October 10, 2011

BARELWI ULAMA KA FATAWA( KUFR E DAWAT E ISLAMI)

Dawate islami ne Ulma-e-Haq ka Istemal kiya aur unhe Dhoka diya.



Dawate Islami ne Mahnama Jamaye Noor me Apni Taid me Ulma-e-Haq ka jhoota Bayan chaapa...Aur Ameen-e-Millat Huzoor Syed Amin Miyan Barkati, Huzoor Mannani Miyan, Sahibe Sajjada Bareilly Shareef Huzoor Subhani Miyan,ka Manghadat yani Apni marzi se jhoota bayan chapa ke in Buzurgon ke nazdik DawateIslami Deen ka bohot Acha kam kar rahi hai. Jabke Asliyat to ye hai ke ye Saare Ulama DawateIslami se sakht naraz hai Aur Sahibe Sajjada Bareilly Shareef Huzoor Subhani Miyan ne Yahan Tak farma diya ke DawateIslami Maslak-e-Alahazrat ke mukhalif hai Lihaza hamare is Tanzeem ka Sath dena bilkul namumkin hai.


Sahibe Sajjada Bareilly Shareef Huzoor Subhani Miyan ki Tehreer ki Scan Copy