Sunday, February 23, 2014

MUTASSIB TABLEEGHI KE AHLE HADITH PAR ILZAAMON KE JAWAB

MUTASSIB TABLEEGHI Defender M. Hasan KE AHLE HADITH PAR ILZAAMON KE JAWAB
 

 Inme ek Bhi Baat Zaeef nhi
.
Point No. 1.
 

Tableeg Waalay Logoun Ko Masjid ki Taraf Latay Hain-
Magr Ahle hadas Masjidoun Main Confuse Karte Hain..
"Tum hanfi Nimaz Padtay ho Ya Muhammadi."
he....he...he...! ----- Shia ki aulad he....he...he...!
.
Answer- Bhai Tabligh Kise Kahte Hai Zra Tarif Byan Kare Tabligh Gair Muslmano Me Ki Jati Hai Alhamdulillah Jisme Ahle Hadis Sabse Aage Hai Ap Islah Kah Sakte Hai Ab Apke Sawal Ka Jawab Apka Dawa Ap Masjid Ki Tarf Bulate Hai
 

Achi Bat Hai Bhai Magar Masjid Se Pahle Zaruri Hai LA ILAHA ILLALLAH Ka Mayna Kya Iska Mafoom Iska Taqaza Kya Hai Iski Dawat Dena Allah Ke Rasul s.a.w Ne Apni Makki Zindgi Me Iski Dawat Di Na Namaz Ki Na Roze Zakat Ki Sbse Pahle Zaruri Hai Tauheed Ka Ilm Pahunchana Tauhid e Rububiyat , Tauheed e Uluhiyat, Tauhee e Sifat, Sabse Aham Chez Hai Jisme Apki Jamat 0 Hai
Ap Log Sirf Agar Dawat Dete Bhi Hai To Tauhid e Rubbiyat Ki Jo To Makkah Ke Mushrik Bhi Mante The Tauhid E Uluhiyat Aur Tauhid e Sifat Isme To Ap Bhi Nahi Mante Wahdutul Wazud Aqide Ke Qayal To Ap Bhi Jo Ki Mushriko Ka Aqida Hai
.
Dalil, Surah Younus Ayat 31
.
Apka Makasd Tauheed Ki Dawat Nahi Bas Gud Gobar Ko Mix Karna Hai
Aur Agar Koi Shakhs Shirk Bidat Kare Aur Namaz , Roze Bhi To Uske Sare Amaal Barbad Hai Dalil
-
Surah Anam Ayat 88
Agar Ambiya Bhi Shirk Karte To Jo Kuch Wo Amal Karte The Sab Brbad Ho Jate

Aage Apna Kaha Ki Hanfi Namaz Ya Muhmmadi Namaz Ab Btaye Ap Ne Khud Qbul Kar Lia Ki Hanfi Namaz Ap Padhte Hai To Sawal Uthna Lazmi Hai Zra Gaur Kare Namaz Ki Shuruwat Bidat Se Karte Hai Niyat Bandhar Zaban Se Namaz Ke Dauran Kitni Ahadis Ka Inkar Hanfi Karte Hai
.
1 Ta'adile Arkan Ki Hadis Hanfi Nahi Mante,
2 Hanfi Sajde Ki Hadiso Ko Bhi Nahi Mante (aurto ko huqm dete h ki wo kuto ki tarah hatho ko zamin par bichaye)
3 Jalsa e Isterah Ki Hadis Nahi Mante
4 Ahadis Tawwarruq Ko Nahi Mante
5 Ahadis Surah Fatiya Ko Bhi Nahi Mante
6 Rafayadin Ko Nahi Mante
7 Ameen Biljahar Ko Nahi Mante
8 Ek Witr Ki Hadis Nahi Mante
9 Andher Me Fazr Namaz Ki Hadis Nahi Mante
10 Namaz Me Subhan Allah Ki Hadis Nahi Mante
11 Tash'hud Me Anguli Ko Harkat Dene Ki Hadis Ko Nahi Mante
12 Sine Par Hath Ki Hadis Ka Inkar Karte H Jb Ki Apni Aurto Ko Bandhwate H
13 Farz Ke Waqt Koi Aur Namaz Nahi Ko Nahi Mante
14 Kauma Ki Hadis Ko Nahi Mante
.
Ab Btaiye Jo Itni Hadiso Ka Inkar Kare Wo Kaunsi Namaz Hai Aur Jo Inhe Manane Ka Kahe Inki Dawat De Wo Kya Galat Hai
.
Point No. 2:
 

Tableeg Walay Sahaba e Kiram Ki Azmat Logoun Main Batatey Hain-
Magr Ahle-hadas Sahaba Ko Nahin Mantey. (Jitna hoo sake unki azmat musalmano ke dil say nikalte hai, baki jane doo Khulfa-E-Raseedein inke nazdik huzzat nahi)
.
Answer Ye Kaunsi Azmat Btate Hai Inki Hi Kitab Se Dekhte Hai Gaur Kare
Fazail E Amal
 

:- Hazrat Abu Muslim Khawlani Ne Ek Kodha Apne Ghar Ki Masjid Mein Latka Rakha Tha, Aur Apne Nafs Ko Khitaab Karke Kehte KeUth Khada Ho Tujhe (Ibaadat Mein) Achhi Tarah Ghotunga, Yahan Tak Ke Tu Thak Jayega, Mein Nahi Thakunga, Aur Jab Un Par Kuchh Susti Hoti Toh Us Kodhe Ko Apni Pindliyon Par Maarte Aur Farmaate Ke Ye Pindhliyan Pitne Ke Liye Mere Ghodhe Ki Banisbat Zyada Mustahiq Hain. Ye Bhi Kaha Karte Ke Sahaba Karaam Yun Samajhte Hain (Ke Jannat Ke Saare Darje) Wahi Udha Kar Le Jayenge, Nahi Ham Un Se (Un Darjon Mein) Achhi Tarah Muzahmat Karenge Taake Unko Bhi Maloom Ho Jaye KeWo Apne Peechhae Mardon Ko Chhorh Kar Aayen Hain. [Fazaaile A'maal, Fazaaile Sadqaat, page.593]
.
Isse Badi Koi Gustakhi Ho Sakati Hai Ye Inki Azmat Hai Aur Jaha Tak Inhone Kaha Hujat Ka To Gaur Farmaye
.
Deobndi Shaikhul'hind Mahmodul'Hasan Kahta Hai"baqi Feile Sahabi Wo koi Hujjat Nhi"
 

{ALwrdushazi:5}
.
Dosri Jagah Yahi Deobndi shaikhUmmat k sub sy bary Alim k Ek Qol Ki Tarded krty hwy likhta hy"Hm Ahnaf Qole Ibne Abbas r.z Ka Yahi Jawab Dengy wo Sahabi Ki Rai hy"
{Alwardushazi: 23}
.
,Malom hwa K Taqled'parasto k Nazek sahabi ka Faham Mutabar Nhi Aur Sahabi ki Rai B Bekar hy(Naozu'billah)
.
Sawal Ke Akhir Me Apne Kaha Ki Ahle Hadis Ke Nazdik Sahabi Ka Qaul Hujat Nahi Mere Bhai Ap Ki Aql Ko Kya Ho Gaya Hai Kya Kya Allah Ke Rasul s.a.w Ke Tarike Se Hatkar Sahaba r.a Ka Amal Tha Jo Ap Aisa Kah Kar Kya Sabit Karna Chahte Hai
 

Jab Kisi Masle Me Allah Ke Rasul s.a.w Ka Farman Pahle Se Maujud Hai To Hume Aur Kahi Dekhne Ki Zarurt Kya Hai Allah Ke Rasul Ki Itat Hum Par Farz Ki Gai Hai Jb Koi Masla Hadis Me Na Mile Us Waqt Sahabi E Rasul Ki Ray Hmare Liye Hujat Hai ,,.
.
Point No. 3
 

Tableeg Walay Har Muslman Se Do Hath (handshake) Karte Hain-
Magr Ahle-hadas Ek hi Hath se - Like Jews and Christian
.
Answer Maz Allah ,Allah Ke Rasul Ki Sunnat Ko Yahud Nasara Ka Tarika Kah Raha Hai Chaliye Ap Ki Fiqh Me Dekhte Hai Kya Kahti Hai Wo
.
Aayiye zara Mulahiza farmayiye!
Musafah dahine{right} haath se krne par ittefaq hai
 

AYNUL HIDAYA JILD 4 PJ 293
.
Musafah 1 haath se krna aksar riwayat-e-sahiha se sabit hai AYNUL HIDAYA JILD 4 PJ 293
.
Dost se mulaqat ke waqt apna haath choomna jaisa jaahil log kiya krte hain
bil-ijma makrooh hai FATAWA AALAMGIRI JILD 4 PJ 345
.
Hanfi Mazhab me hi jab 1 hath se musafa karne ka saboot maujood hai
toh isko Yahud-o-Nasara ki Mushabihat {copy} batana ye usi ka kaam ho sakta hai
Jo ahle hadis ki dushmani me bilkul andha ho chuka ho aur ise andhe pan ki lapet me apna mazhab ko bhi lee raha ho
.
Point No. 4.
 

Tableeg Waley Quran Ko Ba-wuzu Padtay Hain--
Magr Ahle-hadas Bina -Wuzu ke padhney per zoor dete hai
.
Answer. Apke Yaha To Quran Aalimo Ki Padhne Ki Chez Hai Kyo Logo Ko Bewkuf Bana Rahe Apka Ilzam Ahle Hadis Bgair Wuzu Padhne Par Zor Dete Hai Pahla Apna Dawa Dalil Se Sabit Kare Warna Ap Jhuthe Jaha Tak Ahle Hadis Ka Mazhab Wo Ye Ki Behtar Hai Afzal Quran Ko Wuzu Ke Sath Padha Jaye Magar Bagair Wuzu Bhi Tilawat Jaiz Hai
.
Dalil- Nabi Karim s.a.w Ne Surah Aale Imran Ki 10 Ayto Ki Tilawat Ki Phir Latke Huwe Mashqiza Ki Taraf Badhe Wuzu Kiya Aur Namaz Shuru Kar Di
 

Muslim
.
Point No. 5.
 

Tableeg Walay Duniya Ki Har Masjid Ko Apni Samjtay Hain-
Magr Ahle-hadas Har Muhallay Main Apni Nayi Masjid Banatey Hain.
.
Answer-Tabligh Wale Har Masjid Ko Apni Masjid Samjhte Hai Siwaye Ahle Hadis Ki Waha Kyo Nahi Jate Bhaisb Ap Ko Dawat Hai Tashrif Laye Dusra Sawal Ahle Hadis Apni Masjid Tamir Karte Hai -
Are Bhai Apko Kya Deen Se Koi Dushmani Hai Kya ?
Apko Ko Itna Bhi Pata Nahi Ki
.
Jis Ne Allah Ki Rah Me Masjid Bnai Allah Pak Us Ke Liye Jannat Me Ek Makan Bana Dega
Bukhari 450
.
Bhai Ap Kya Is Azr o Sawab Se Itni Taqlif Kyo Alhamdulillah Apko To Khush Hona Chaiye Ki Muslmano Ki Ek Aur Masjid Bn Gai
.
Point No. 6.
 

Tableeg Walay Muslmanoun Ko Tahjjud Padnay Ki Dawat Detay Hain-
Magr Ahle-hadas Tahjjud Ko Taraweeh Mantey Hain.
.
Answer- Alhamdulillah Ahle Hadis Apki Tarah Jhuth Aur Khokhle Dawe Nahi Karte Balki Na Sirf Dawat Dete Padhne Ka Ahtmam Karte Hai Aur Padhte Bhi Sunnat Ke Mutabik Aur Azan Bhi Dete Hai Sal Ke 365 Din Makkah Madina Ja Kar Dekhe Adhan Bhi Hoti Namaz Bhi Aur Agar Waha Na Ja Sake Mujhe Btaye Me Yaha Kisi Masjid Me Le Chalunga Aur Apko Challnge Karta Hu Apni Ek Masjid Btaye Jesa Apna Upar Jhuth Mara Apki Kaunsi Masjid Me Tahjjud Ki Adhan Hoti Hai?
.
Point No.7.
 

 Tableeg Walay Har Sunnat Ko Jamia Tareen Mantay Hain-
Magr Ahle-hadas Har Sunnat Ko Zayeef Kehtay Hain.
.
Answer Apna Hmeshgi Wala Khali Ek Aml Bta De Khalis Jo Sunnat Se Pura Ka Pura Sabit Hai Ye Bhi Apko Chalnge Hai Aur Chilla Katne Wala Kaunsi Sunnat Hai Allah Ke Rasul Ne Quran Ki Dawat Di Ap Shirkiya Kitabo Ki Ye Kaunsi Sunnat Hai Aur Ap Apna Dawe Ki Dalil Pesh Kare Ahle Hadis Ne Kaunsi Sahi Hadis Ka Inkar Kiya?
 

Point No. 8.
 

Tableeg Walay Fazail e Aamal , Muntakibh Ahadith ko 100/= Main Latay Hain-
Magr Ahle-hadas Free Books aur CD's Logoun Main Taqseem Karte Hain..(Pata Nahin Yeh Fund Kahan se Aata Hai.)
-
Answer Pese Lene Apke Aalimo Ki Purani Sunnat Hai Wo Bhi Angrezo Se Pensn Lete The Isme Naya Kya Hai Bhaisb Cinema Jane Ke Pese Lagte Hai Aur Masjid Fri Hai Koi Bhi Muslman Namaz Padhe Pese Lena Kamal Nahi Fri Me Dena Kamal Hai Aur Ahle Hadis Jo Kharid Nahi Sakta Use Dete Wo Bhi Quran Na Ki Ki Shirkiya Kitabe
.
Point No. 9
 

Tableeg Walay Ratoun Ko Ummat ki Fikr Main Rotay Hain-
Magr Ahle-hadas Ummat ko Taqseem Karne ki Fikr Main Lagay Rahey Hain.
-
Answer- Agar Ummat Ki Fikr Hoti To 4 Tukdo Me Na Bante Khud Tabligi Ban Kar Apni Alg Bidto Wala Mazhb Na Banate Qadriya Chistiya Deobndi Tabligi Barelvi Jamate Islami Qadiani Aur Pata Nahi Kya Kya Firke Na Banate Ap Rote Hai Hanfiyat Ke Liye Ap Rote Hai Logo Ko Jahnnam Ki Tarf Bulane Ke Liye Agr Ummat Ki Fikr Hoti To Kalma E Tauheed Ki Dawat Dete Ap Sahi Hote To Ap Par Kufr Bidat Ke Fatwe Na Lagte-
.
Point No. 10.
 

Tableeg Walay Apni Jaan-Apna Maal Apna Waqt Deen K Liye Lagatey Hain
Magr Ahle-hadas Logoun Ko Ghumrah Karte Hain isse kya hoga ghar mae raho
-
Answer - Ap Apna Mal Aur Jan Lagte Hai Muslmano Me Se Jihad Ko Khatm Karna Jis Maksad Se Ap Wuzud Me Aye Tabhi Israil Me Jaha Par Dusari Koi Muslim Jamat Nahi Khali Apka Daftar Hai Yahudio Ke Numainde Bankar Kam Kar Rahe Hai Aur Mumkin Koshis Ki Jo Mujahid Waha Lad Rahe Unke Dimag Se Jihad Ko Nikala Apne Kaha Ki Ahle Hadis Gumrah Karte Hai Ye Alfaz Makkah Ke Mushrik Bhi Kahte The Ki Allah Ke Rasul s.a.w Logo Ko Gumrah Kar Rahe Magar Iman Lane Wale Us Waqt Bhi Kasrat Ke Sath Badhe Aur Aj Bhi Ahle Hadis Ki Dawat Par Log Labbaik Kah Rahe Hai -
.
Point No. 11.
 

 Tableeg Walay Ramzan Main 20 Rakaat Taraweeh Padtay Hain-
Magr Ahle-hadas Ramzanul Mubarak Main Short Cut Karte Hain..
.
Alhmadulillah Ahle Hadis Wohi Padhte Hai Jo Sunnat Hai Ap Apni Taravih Rasul s.a.w Se Sabit Karke Dikhaye Aur Apne Kaha Shrtct Alhamdulillah Me Ex Hanfi Hu Ache Se Pata Hai Ap Log 40 Mint Me Uthak Bethak Ki Tarh 20 Rakat Padh Lete Hai Ahle Hadiso Ko 8 Me Bhi 1 Hour Lgta Hai Aur Apki Kitabe Khud Gawah Hai Ki Taravih Kitni Rakat Hai
.
1) Deoband Firke Ke Baani Moulana Qaasim Naanotvi Kahte Hai 8 Rakat


(Lataaif Qasmiya,maktoob suaim safah 18)
.
2) Allaama zelyi Hanafi Farmate Hain Ki Taraaweeh Ki Sirf 8 Rakaat Hi Hain.
 

 (Nasab al rayt,fasal fee Qayaam,shahr ramzaan jild 2,safah-153)
.
3) Allaama ibn Hamaam Hanafi Farmate hain ke Taraaweeh Ki 8 Rakaat Hai.
 

 (Fatah al Qadeer, shrah hidaayat ,fasal fee qayaam ramzaan , jild no.1,safah 407)
.
4)  Allama Naeemi Hanfi Farmate Hain Ki Hamko Ye Tasleem Karne Ke Elava Koi Raasta Nahi Ki Taraaweeh Ki Rakaat Sirf 8 Hai.
 

(Aashaar al sunan,bab al taravi bashmaan rkaat ,safah 398)
.
5) Imaam Aazam k Shaagirde Aazam hasan al Shaibaani Moatta Me Farmate hain Ki Taraaweeh Ki Rakaat 8 Hi Hain Jaisa Ki Hadeeso Se Sabit Hai.
 

 (Moatta Imam muhammad,bab qayaam shahr ramzaan,vma fee mau al fazal ,safah-146,matb u qadeem qutub khana karachi).Allah iss Hanfiyat Ke Fitne say Sabko Bachaye.. Ameen.