Alhamdulillhi rabbil aalameen,was salaatu was salaamu ala ashrafil ambiyaaee wal mursaleen, ammaa baad:
Asslamu Alaikum Wa Rahamatullahe Ta'la Wa Barkathu..
Bismillahirrahm anirraheem ..
**Sabse pahle Azan k Bayan me Hanfi mazhab se **
''Azan Farsi wagaira Her Juban me jaiz hai,Ager loog ye Samjh le k Azan hue hai''
[Dure Mukhtar jild-1,safa-225 ,Hidaya jild-1,safa-349 ]
**Namaz ki kaifeyat Ahnaaf hazrat k Mulaiza ho**
1-Namaz me roze ki Neyat kare tou Durust hai.
[Durr e Mukhtar jild-1,Safa-205 ]
2-Ek pair ki jagah v paak ho tou Dusre paao ko uthae rakhe tou kaafi hai.
[Bahesti Zewar ,safa-34]
3-Suru karna Namaz k Sewai Arbi k Durust hai,Ager che Arbi Janta ho.
[Durr-e-Mukhtar ,jild-1,Safa-21 0,224, Fatwa Aalm Giri jild-1,safa-93]
4-Bajai ''Allah hu Akber'' k ''Allah Al akber '' ya ''Allah kaber'' ya ''Allah al kaber'' ya ''Allah Akba'ar'' ya ''Allah la kaber'' kahna jaiz hai.
[(Abu Yusuf r.al) durr e Mukhtar jild-1,safa-224 ,Hidaya jild-1,safa-345 ,Qadwari safa-22, ]
4-Bajae ''Allah hu Akber'' k ''Alhamdullilah '' ya ''Tabarak Allah'' ya ''Allah azal'' ya ''Allah Azim '' ya ''Arahman Akber '' kahe tou jaiz hai.
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-96, Hidaya jild-1,safa-344 ,saareh Waqiya safa-96,Qadrawi safa-22]
5-Bajae ''Allah hu Akber'' k ''SubhanAllah'' ya ''Lailahaillah' ' kahe tou Namaz jaiz hai.
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-96, Hidaya jild-1,safa-344 ,Sareh waqiya safa-96,Kazar safa-34,Munya safa-74]
6-Allah hu Akber ko farsi me padhe tou jaiz hai.
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-93, Hidaya jild-1,safa-345 ,Manya safa-74]
7-Namaz k sab Arkan Aur Khutba aur Sana wagaira her Zuban me Durust hai. [ (Abu hanifa r.al) Durr e Mukhtar jild-1,safa-224 ,225,sareh waqiya safa-96,Hidaya jild-1,safa-349 ]
8-Farsi Juban Faiq hai (goya Arbi janta ho).
[Durr e Mukhtar jild-1 safa-224]
9-Sab arka'an sewai Quraan k bawajud Arbi janne k gair juban me jaiz hai. [ (Abu Hanifa r.al) Durr e Mukhtar jild-1,safa-225 ]
10-Salam ya jawab Salam Aur Takber Waqt jabah k Aur Quraan gair juban me jaiz hai. [Durr e Mukhtar jild-1,safa-224 ,fatwa Alam giri jild-1,safa-94, Hidaya jild-1,safa-347 ,Sareh waqia safa-96,Kazul alqaid safa-35]
11-Namaz me Subahnakaqa padte waqt hanth latkaye rakye jab khatam kar chuke tou hanth bandh le.
[Durr e Muktar , jild-1,safa-226 ]
12-Aurte Seene per hanth bandhe.
[Durr e Mukhtar ,jild-1,safa-22 6,Fatwa Alam giri jild-1,Safa-99, Hidaya jild-1,safa-351 , sareh waqia jilld-1,safa-93 ,Kanzar safa-35,]
13-Imam Quraan padhe tou muqtadee ''SubhanakaAlla h humma'' pad le.
[Fatwa Alam giri jild-1,Safa-123 ,Manyatul musli-safa-83 ]
Note : Ab Sureh Aaraf,para 9, ayat 204,Tarjuma,''a ur jab quran padha jaaye to uski taraf kaan lagaaye raho,aur chup raho,taa ki tum par raham kiya jaaye'' k hukm kaha gaya .
14-Muqtade Serri Namaz me Sureh Fatiya Imam k piche padhe tou ye Zaif hai (Imam Mohammad r.al).
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-252 ]
15-Muqtadi k Quraan fatiya padna Mager wo Tahreme hai mager namaz sahi hoge (Abu hanifa r.al,Imam yusuf r.al).
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-252 ,Fatwa Alam giri jild-1,safa-150 ]
**ye the 15 Masle Farz Namaz jo rojana Ada keye jate hai ab dusre Namazo k haal dekhe Ahnaaf ki kitabo me...
16-Namaz e Janaja me Sureh Fatiya k baad Sana padhe jaye tou jaiz hai.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-87 wa 114]
17-Baaz Ulma ne kaha k Ager may Muqtadi hu Aur Fatiya na padhu tou Imam Safaii r.al mujper Aita'ab kare Aur padhu tou Abu Hanifa r.al gussa ho,Esleye maine Imamat ko ekhteyar keya.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-256 ]
18-Ager Pichle 2 rekato me Alhamdullilah wa tasbeh chor de tou jurm nahi.
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-102 ]
19-Fatiya k bajae koi hissa Quraan se padle tou Farz ada ho jayega.
[Hidaya jild-1,safa-425 ]
20-Namazi sirri wa Zahiri me Muqtadi kuch Qirrat Na padhe.
[Hidaya jild-1,safa-428 ]
21-Imam k piche Alhamdullilah padne wale k moo me Aag k Angare or pattar hai.
[Hidaya jild-1,safa-438 ]
22-pichle 2 rekato me bajaye Alhamdullilah k 3 dafa subhanAllah kahe tou durust hai.
[Bihistijewar hissa-2,safa-39 ]
23-Pichle 2 rekat me kuch Na padhe tou durust hai.
[Bihtezewar hissa-2,safa-39 ]
24-Ager Musafer kaser kare tou Muqtade puri karle mager Muqtade rekat me Alhamdullilah na Padhe.
[kanzul aqaid safa-59]
25-Ameen bil zaher Makruh hai.
[Munyatul musli safa-106]
26-Rafadaain kabl al ruku wa baad al ruku Makruh hai.
[Munyatul musli safa-88]
27-Sajda serf Naak ya serf Pesaani per karna jaiz hai.
[(Abu hanifa r.al) Hidaya jild-1,safa -375]
28-Aurat sadja me pait ko apne 2no jaano se mela hua rakhe.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-234 ,Fatwa Alam giri,jild-1,saf a-61,101,Hidaya jild-1,safa-381 ,sarreh waqiyat jild-1,safa-100 ,kanzer safa-36,Munyata l musli safa-85]
29-Attaheyat sewae Arbi k har Zuban me jaiz hai.
[ (Imam abu Hanifa r.al) Hidaya jild-1,safa-349 ]
30-Aurat Attaheyat k Waqt apne 2no paao ko dahene taraf Neqal ker apne back (bump) per baithe.
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-102 ,Hidaya jild-1,safa-391 ,sareh waqiyat jild-1,safa-106 ,kanzer safa-37, musli safa-86,behesti jewar hissa-2,safa-35 ]
31-Darood padna humare Nazdeq Farz nahi hai.
[Hidaya jild-1,safa-398 ,sareh waqiyat jild-1,safa-102 ]
32-Salam k waqt kasdan hajat kare (paad mare) tou Namaz fased nahi hoge, salam ferne ki jarurat Nahi.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-245 ,Hidaya jild-1,safa405, 480, sareh waqiaya safa-115,kanzer safa-44,Qadrawi safa-28,Munyatu l musli safa-81]
33-Imaam ne Baad Tashaud k Bate ki ya Masjid se Nekal gaya tou Namaz jaiz hai.
[sareh waqiya safa-112]
34-Muqtade Tashud pad k Imam se bool para tou Namaz durust hoge.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-245 ]
35-Salam k Waqt Amadan kah-kaha ker tou Namaz Nahi tute. (yaani khil khila ker hasse tou Namaz batil nahi hote ,Namaz k halat me)
Via- imran khan salafi
[Hidaya jild-1,safa-53 ]
Asslamu Alaikum Wa Rahamatullahe Ta'la Wa Barkathu..
Bismillahirrahm
**Sabse pahle Azan k Bayan me Hanfi mazhab se **
''Azan Farsi wagaira Her Juban me jaiz hai,Ager loog ye Samjh le k Azan hue hai''
[Dure Mukhtar jild-1,safa-225
**Namaz ki kaifeyat Ahnaaf hazrat k Mulaiza ho**
1-Namaz me roze ki Neyat kare tou Durust hai.
[Durr e Mukhtar jild-1,Safa-205
2-Ek pair ki jagah v paak ho tou Dusre paao ko uthae rakhe tou kaafi hai.
[Bahesti Zewar ,safa-34]
3-Suru karna Namaz k Sewai Arbi k Durust hai,Ager che Arbi Janta ho.
[Durr-e-Mukhtar
4-Bajai ''Allah hu Akber'' k ''Allah Al akber '' ya ''Allah kaber'' ya ''Allah al kaber'' ya ''Allah Akba'ar'' ya ''Allah la kaber'' kahna jaiz hai.
[(Abu Yusuf r.al) durr e Mukhtar jild-1,safa-224
4-Bajae ''Allah hu Akber'' k ''Alhamdullilah
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-96,
5-Bajae ''Allah hu Akber'' k ''SubhanAllah''
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-96,
6-Allah hu Akber ko farsi me padhe tou jaiz hai.
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-93,
7-Namaz k sab Arkan Aur Khutba aur Sana wagaira her Zuban me Durust hai. [ (Abu hanifa r.al) Durr e Mukhtar jild-1,safa-224
8-Farsi Juban Faiq hai (goya Arbi janta ho).
[Durr e Mukhtar jild-1 safa-224]
9-Sab arka'an sewai Quraan k bawajud Arbi janne k gair juban me jaiz hai. [ (Abu Hanifa r.al) Durr e Mukhtar jild-1,safa-225
10-Salam ya jawab Salam Aur Takber Waqt jabah k Aur Quraan gair juban me jaiz hai. [Durr e Mukhtar jild-1,safa-224
11-Namaz me Subahnakaqa padte waqt hanth latkaye rakye jab khatam kar chuke tou hanth bandh le.
[Durr e Muktar , jild-1,safa-226
12-Aurte Seene per hanth bandhe.
[Durr e Mukhtar ,jild-1,safa-22
13-Imam Quraan padhe tou muqtadee ''SubhanakaAlla
[Fatwa Alam giri jild-1,Safa-123
Note : Ab Sureh Aaraf,para 9, ayat 204,Tarjuma,''a
14-Muqtade Serri Namaz me Sureh Fatiya Imam k piche padhe tou ye Zaif hai (Imam Mohammad r.al).
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-252
15-Muqtadi k Quraan fatiya padna Mager wo Tahreme hai mager namaz sahi hoge (Abu hanifa r.al,Imam yusuf r.al).
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-252
**ye the 15 Masle Farz Namaz jo rojana Ada keye jate hai ab dusre Namazo k haal dekhe Ahnaaf ki kitabo me...
16-Namaz e Janaja me Sureh Fatiya k baad Sana padhe jaye tou jaiz hai.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-87 wa 114]
17-Baaz Ulma ne kaha k Ager may Muqtadi hu Aur Fatiya na padhu tou Imam Safaii r.al mujper Aita'ab kare Aur padhu tou Abu Hanifa r.al gussa ho,Esleye maine Imamat ko ekhteyar keya.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-256
18-Ager Pichle 2 rekato me Alhamdullilah wa tasbeh chor de tou jurm nahi.
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-102
19-Fatiya k bajae koi hissa Quraan se padle tou Farz ada ho jayega.
[Hidaya jild-1,safa-425
20-Namazi sirri wa Zahiri me Muqtadi kuch Qirrat Na padhe.
[Hidaya jild-1,safa-428
21-Imam k piche Alhamdullilah padne wale k moo me Aag k Angare or pattar hai.
[Hidaya jild-1,safa-438
22-pichle 2 rekato me bajaye Alhamdullilah k 3 dafa subhanAllah kahe tou durust hai.
[Bihistijewar hissa-2,safa-39
23-Pichle 2 rekat me kuch Na padhe tou durust hai.
[Bihtezewar hissa-2,safa-39
24-Ager Musafer kaser kare tou Muqtade puri karle mager Muqtade rekat me Alhamdullilah na Padhe.
[kanzul aqaid safa-59]
25-Ameen bil zaher Makruh hai.
[Munyatul musli safa-106]
26-Rafadaain kabl al ruku wa baad al ruku Makruh hai.
[Munyatul musli safa-88]
27-Sajda serf Naak ya serf Pesaani per karna jaiz hai.
[(Abu hanifa r.al) Hidaya jild-1,safa -375]
28-Aurat sadja me pait ko apne 2no jaano se mela hua rakhe.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-234
29-Attaheyat sewae Arbi k har Zuban me jaiz hai.
[ (Imam abu Hanifa r.al) Hidaya jild-1,safa-349
30-Aurat Attaheyat k Waqt apne 2no paao ko dahene taraf Neqal ker apne back (bump) per baithe.
[Fatwa Alam giri jild-1,safa-102
31-Darood padna humare Nazdeq Farz nahi hai.
[Hidaya jild-1,safa-398
32-Salam k waqt kasdan hajat kare (paad mare) tou Namaz fased nahi hoge, salam ferne ki jarurat Nahi.
[Durr e Mukhtar jild-1,safa-245