Monday, May 12, 2014

QURAN O HADITH AUR FIQH (PART-2)


QURAN O HADITH AUR FIQH

*paaki k bayan


Allah tala ne Kapro ko paak rakhne k hukm deya..


''Aye Nabi(s.a.w) Apne kapro ko paak rakhe''


[ Al-Muddaththir Ayat 4]


Ahnaf ne v use Ayat se Namaz me Kapro k paak hone k Wajib karar deya, Aur Imam Bukhari r.al ne v ek Hadees per u baab Bandha.


''Bagair paaki k Namaz kabul Nahi hoti''


Scan dekhe..


Ab Ahnaf ki Sunye Sahab Hidaya farmate hai :




 

''Ek derham k barabar Nijasat galiz Maslan khoon,Pesaab,Saraab,Murgi k peet ya Gadhe k pesaab laga hua ho tou usme Namaz padna jaiz haiAger Derham se jayada ho tou Najaiz hai''

[Hidaya: safa-58]

Fer es Masle ki Tasreh karte hue Farmate hai..


''Humne ek Dirham k barabar (Gandagi ki Maafi) ko es leye Mukarrar keya k dbr k daye-metar etna hota hai''


[Hidaya : safa-58]


Scan..


Hala k Rasul Allah (s.a.w) gandagi ko U Dhone k hukm Farma rahe hai.


''Asma bint Abi Baker se rewayat hai, k Ek Aurat ne Rasul Allah (s.a.w) se Aker pucha k Ager hamare kapro per Haij k khoon lag jaye tou hum keya kare ? Tou aap (s.a.w) ne Farmaya : jab tumhare kapro per Haij k khoon lag jaye tou use Khurach do fer use paani se Dhoo dalo fer un kapro me Namaz padho''


[Sahi Bukhari,307]


Rasul Allah (s.a.w) ko chaye tha k Aap farmate ek Dirham k Barbar Ager Khoon laga hua hai tou us me Namaz pad lo Aur Ager Zayada hai tou dhoo lo..

scan..



*Allah Tala ne Nejasat door karne k leye 2 chize Batlaye k Allah Tala Faramata hai.


''Humne Asmaan se tum per Paani Utara ta k tumhe paak kar du''


[Sureh no8. Al-'Anfal, Ayat 11]


ek jagah U Farmaya :


''(Ager) Paani na pao tou Paak mitti se taymum kar lo''


[Sureh no-5. Al-Ma'idah, Ayat -6]


leken Ahnaf ne ek Naya Tareka Ejaad keya hai,Mulaija farmaye..


Fatwa Alam giri me hai.


''Ager jism k kisi Aazu per Nijasat lag jaye tou Ager Jubaan se use Chaat le yaha tak k us k Asar Zail (khatam) ho jaye use tarah Ager Chehre per Nijasat lag jaye tou jubaan se use chaat le ya thook se saaf kar de ya kapre per lagi Nijasat ko jubaan se chaat le yaha tak k uska Asar khatam ho jaye tou paak ho jayega.''


[Fatwa Alam giri: 1/45]


Scan..


Taharat k Naye Tareke se jism k Aza paak karne k leye jubaan chaye Na-paak ho jaye koi parwah nahi.


Ab jitne v khud ko Muqalled hanfia bolte hai wo loog paani or mitti ko chor ker Jubaan se chat ker Napaki ko door kare.. Nahi tou wo Hanfi nahi ragege.. Kuki jab kisi ferka ki Aap Andhe Taqleed karte ho tou puri karo , aysa may nahi hanfi Alim bolte hai.. Ab chaato..


Astagfirullah..lahaula w......


**Allah tala ne Muddat Razaat 2 saal mukarrar ki jaisa k Allah Tala farmata hai.


''Aur Maa Apne Baccho ko pure 2 Saal doodh pelaye jinka Irada Raza'at mukammal karne k ho''


[Sureh no-2. Al-Baqarah , Ayat -233]


leken Hanfio ko yaha v Allah k hukm Pasand Na Aya Sahab Hidaya lekhte hai.


''Imam Abu Hanifa r.al k Nazdek Muddat Raza'at 2.5 saal (dhai saal, 2 saal-6mounth) hai,''


Scan..


Hanfi Dosto Ab tum he loog Batao k Amal Hadees per keya jayega ya Feka Hanfia per??


Post Continu


Via  Imran khan salafi--  .....