Sunday, May 4, 2014

JANNAT KI NEMATEIN





Bismillahirrahmanirraheem



Nabi Kareem(S.A.W.) ne farmaya: 

"Allah Taa'ala ka farmaan hai ki maine apne nek bandon ke liye aisi cheezein tayyaar kar rakkhi hain jinhe unki aankhon ne na kabhi dekha hoga aur na kabhi suna hoga aur na hi kisi insaan ke dil me un cheezon ka khayaal hi guzra hoga. Agar jee chaahe to (Surah Alif laaaaam meeeeem sajda ki) ye aayat padh lo "aur koi nahi jaanta ki uski aankhon ki thandak ke liye (Jannat me) kya-kya cheezein chchupa kar rakkhi gayi hain."
 



Sahih Al Bukhari(Hadees no.3244).