Thursday, March 13, 2014

HANFI MUQALLID APNE FITNE SE BAAZ NAHI AATE OR AHLE-HADEES PER BOHTAAN LAGATE H (EK BOHTAAN KA JAWAAB)





Assalamoalaikum

 


HANFI MUQALLID APNE FITNE SE BAAZ NAHI AATE OR AHLE-HADEES PER BOHTAAN LAGATE H (EK BOHTAAN KA JAWAAB)


*YE HANFI HAZRAAT SAHI IBN KHUZAIMA KITAB PER V BOHTAAN LAGANE SE BAAZ NAHI AATE.


*ENKA ELZAM H K AHLE-HADEES ZAIF HADEES PER AMAL KARTE H OR SAHI HADEES K DAWA TOKTE H..


 
*ENHONE EK FAKE PIC KHUD SE BANA KER AWAM KO GUMRAH AUR AHLE-HADEES KO BADNAAM KARNE KI KOSIS FER SE NAKAM

 

*SABSE AHAM BAAT KISI V TAHKEK K KISI V FAISLE PER ULMA E KARAM NAHI PAHUCTE AUR APNA MOHAR NAHI LAGATE JAB TAK K US BAAT KI PURI TAHKEK NA HO JAYE..


**YE MUQALLID HUMESHA AYSE DALLIL DETE H JISSE K UMAAT GUMRAH HO AUR NAFA NAFSI K ALAM ME PAHUCH KER AHLE-HADEESO KO BURA VALA BOLNE LAGTE H..


*AHLE-HADEES TU ZINBAAD THA , HAI, AUR RAHEGA...


*** ENKA EK FAKE SAWAL K RADD****


 

Seene Par Haat Bhandna ,

1- Wail bin Huzr raz kahte hai ke main Nabi saw ke saath Namaz padhi , to Aap saw ne Daayan Haat ko Baayan Haat par rakh kar Seene par Bhandha , {Ibn Khuzema , 1/243 , 479} Isse Imaam Khuzema ne sahi kaha hai .


 

LEKEN HANFI  ES BAAT SE ENKAAR KARTE H K IBN KUZAIMA NE ES HADEES KO ZAIF KAHA H AUR SERF ARBI EBARAT DEKHATE H TARZUMA NAHI DKHATE H

AB ESKE PURE TAHKEKAT..


''AKHBARANA ABU TAHIR, AKHBARANNA ABU BAKER , AKHBARANA MOAMMIL , AKHBARANA SUFIYAN AN ASIM AN ABIHE AN WIL BIN HUZAR''


TARZUMA:


''HUME KHABER DEYA ABU TAHIR NE , ABU TAHIR NE KAHA K HUME KHABER DEYA ABU BAKAR NE KAHA HUME KHABER DEYA MUSA NE ABU MUSA NE MOAMMIL NE , MOAMMIL NE KAHA HUME KHABER DEYA ABU SUFYAN NE ASIM K WASTE SE , K ASIM NE REWAYAT KEYA APNE WALID SE AUR UNKE WALID NE REWAYAT KEYA WIL BIN HUZAR SE''


(SAFA-243 SAHI IBN KHUZAIMA)


''ISNA-DUHU ZAIFUN , LE ANNA MOAMMILAN WAHUWA IBNO ISMAIL , SAI - E- UL HIFZE LA KIN NAL HADEESA SAHI HUN JA AA MIN TURKIN AUKRA BIMA ANA HU , WAFIL WAJ A ALA SADRI AHADEESO TUSHHADU LAHI''


TARZUMA:


''ESKE SANAD ZAIF HAI ES LEYE K MOAMMIL K HAFZA KHARAB HO GAYA LEKEN HADEES SAHI H KUKI YE HADEES ESE MAANA K SATH DUSRI SANAD SE AAYE HUE H , AUR SEENE PER HANTH RAKHNE KI BAHUT SAARI AHADEES H JO ES HADEES K SAWAHID (SAHI HONE KI GAWAHI) HAI''


(SAHI IBN KHUZAIMA JILD-1 , SAFA-243 , NO-479)


WITHA SCAN ...


https://m.facebook.com/photo.php?fbid=638722696229130&id=100002742173691&set=p.638722696229130&source=47&refid=13


.


ALLAH PAAK HUME HAK BAAT KAHNE AUR USPER AMAL KARNE KI TOUFEK DE... Aameen



via-Imran khan salafi